Swimming Apne Ap Me Ek Tereh Ka Sampoor Veyam Hai Qki Is Exercise Ki Khasiyat Yeh Hai Ki Is Dauran Apke Body Ke Sabhi Ang Kary Karte Hai Regular Swimming Krke Khud Ko Fit Rakha Ja Sekta Hai Sath He Normal Aur Lungs Me Hone Wali Bimariyo Se Bhi Bachav Kiya Ja Sekta Hai Swimming Jameen Pr Kiye Jane Wale Dusre Exercise Kitulna Me 12 Guna Behter Hai Swimming Kerne Ke Faydo Me Apne Kafi Articles Padhe Honge Lekin Kya Ap Jante Hai Swimming Apke Brain Ke Liye Bhi Kafi Faydemand Hoti Hai Is Article Me Hum Apko Bta Rhe Hai Ki Swimming Krne Se Brain Ko Kya Fayda Hota Hai. Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare
Shodh Ke Anusar
Swimming Ke Dimag Pr Padne Wale Asar Ko Lekr Hue Shodh Ki Mane To Pani Ke Andar Dimag Ka Rakt Sanchaar Bahar Yani Jameen Ki Tulna Me Badhiya Tarike Se Hota Hai Is Shodh Me Yeh Bhi Sabit Hua Ki Jb Body Seene Tk Pani Me Dubi Hoti Hai Tb Bhi Dimag Ka Rakt Ka Sanchaar Better Terike Se Hota Hai
Is Shodh Ke Liye Logo Ko Ek Khali Tank Me Khada Krke Dimagi Gtividhiyo Ki Checkup Kiya Gya Fir Us Tank Me Pani Bhrkr Dimag Ka Dobara Checkup Kiya Gya Realty Me Swimming Krne Se Andofirn Ka Strav Better Ho Jata Hai Isse Brain Me New Cells Bnte Hai Aisa Brain Me Rakt Sanchaar Badhne Ke Karen Hota Hai
Isi Liye Agar Ap Apne Body Ke Sath Sath Brain Ko Bhi Badhiya Banana Cahte Hai To Swimming Start Kriye
Swimming Ke Dusre Fayde
Swimming Se Body Ka Rakt Sanchaar Badhta Hai Jisse Tanav Aur Dard Se Rahat Milti Hai Regular Swimming Krne Se Manspeshiya Majboot Hoti Hai Aur Body Ke Jod Majboot Hote Hai
Body Me Lachilapn Lane Ke Lye Log Gym Ya Koi Exercise Ka Use Kerte Hai Lekin Swimming In Sb Exerciseo Se Zaldi Apke Body Ko Lachila Bna Deti Hai.
Isko Bhi Jrur Pdhe:-