Good Health Ke Liye Protein Bahut Zaroori Hai Ye Dubli Mussels Ko Majboot Bnata Hai Immune System Ko Majboot Bnata Hai Damage Sells Aur Tissue Ko Repair Kerta Hai Aur Ye Energy Ka Main Source Hai Eggs, Dairy Product, Mans Protein Aur Protein Powder Protein Ke Main Source Hai Food Me Supplement Add Kerne Se Pehle Apko Ye Zanna Zaroori Hai Ki Ye Kya Hota Hai Kaise Banta Hai Kitna Khana Cahiye Aur Kb To Der Kis Baat Ki Aaiye Jante Hai.
Protein Powder Kya Hai?
Protein Powder Milk, Cach Aur Soya Se Bna Ek Sukha Powder Hota Hai Halaki Ab Bens Se Bhi Powder Bnaya Jar Hai.
Jab Dudh Se Cheese Banaya Jata Hai Tab Dudh Ka Solid Bhag, Liquid Bhag Se Alag Ho Jata Hai Or Liquid Bhag Ko Whey Kaha Jata Hai, Iss Whey Me High Quantity Me Quality Protein Mila Hua Hota Hai, Iss Whey Protein Ko Alag Kar Liya Jata Hai Jise Sukha Kar Protein Powder Bna Liya Jata Hai.
Protein Powder Kyu Khaya Jata Hai?
Jb Aap Naturally Food Se Protein Nhi Le Pate Hai To Uski Matra Ko Pura Kerne Ke Liye Powder Ka Use Kiya Jata Hai Ye Taste Hota Hai Aur Asani Se Absorbed Ho Jata Hai
Fitness Ke Liye Kun Sa Sbse Achha Protein Powder Hai ?
Pure We Protein Achha Mana Jata Hai Ye Apko Sabhi Useful Amino Acid Dega Iske Alawa Iska Jaldi Se Effect Ho Jata Hai Jis Wejeh Se Ise Workout Ke Baad Lena Achha Mana Jata Hai Isme Milk Aur Carbohydrate Milane Se Iska Effect Dhire Dhire Hota Hai.
Ek Baar Me Kitna Protein Powder Khay?
Non Vegetarian Log Daily Ek Se Do Spoon Kha Sekte Hai Lekin Ye Is Baat Pe Depend Kerta Hai Ki Apko Apne Khane Se Kitna Protein Mil Rha Hai Kuch Log Do Se Zyada Aur Kuch Log 1 Spoon Bhi Kha Sekte Hai. (25 Se 50g Per Day)
Iske Health Benefits Kya Hai?
Isse Apko Protein Milta Hai Aur Apki Power Badhti Hai Apki Mussels Ko Badhata Hai Aur Apko Lambe Time Tk Bhuk Nhi Lagne Deta.
- Yah Aapke High Blood Pressure Ko Control Me Rakhne Me Help Karta Hai.
- Yah Cholesterol Ko Bhi Kam Karne Me Help Karta Hai.
- Yah Bhuk Ko Control Me Rakhta Hai Aur Apke Extra Fat Ko Bdhne Se Rokta Hai.
Jyada Protein Lene Se Kya Hoga?
Iskme Koi Do Ray Nhi Ki Koi Bhi Poshak Tatva Lambe Time Tk Jyada Matra Me Lena Hanikarak Ho Sekta Hai Aur Protein Bhi Inme Se Ek Hai Apko Ye Dhayn Rakhna Hoga Ki Apko Apne Khane Se Kitna Protein Milta Hai Usi Ke Aadhar Pr Ap Protein Powder Le Sekte Hai
Is Food Ko Khane Ka Shi Time Kya Hai ?
Ye Kyi Baato Pr Depend Kerta Hai Example Ke Liye Whe Protein Workout Aur Training Ke Baad Liya Jata Hai Jabki Caciyan Raat Ke Time Aur Workout Ke Baad Liya Jata Hai
Whey Protein Ke Nuksaan?
Zaroorat Se Zyada Powder Ke Sevan Aur Zyada Lambe Samay Tk Is Powder Ke Use Kyi Side Effect Ho Sekte Hai
Jaise
- Pet Dard
- Loss Motion
- Vomiting
- Liver Ka Kamzor Hona
- Bons Ka Kamzor Hona
Inke Alawa Aur Bhi Bhut Se Nuksan Hote Hai
Whey Protein Ke Benefits
Whey Protein Ke Bahut Sare Benefit Hai Aur Isi Karen Whey Protein Body Builders Ki Pehli Pasand Hai Aaiye Jante Hai Whey Protein Ke Benefits Ke Bare Me Ye Protein Pechane Me Bhaut Km Time Leta Hai Isliye Ye Protein Ko Khate He Apke Body Ko Muscle Building Ke Liye Mil Jata Hai Ye Protein Apke Body Me Muscle Ko Badha Kr Fat Ko Km Kerne Me Help Kerti Hai Aur Apko Milta Hai Fit Aur Healthy Body
Join Us:-
- Google Plus:- Swimswam Hindi
- Facebook:- Swimswam Hindi
- Pintrest:- Swimswam Hindi
- Flipboard:- Swimswam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp :- +91 81879 96947 Or Swimswam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega