Nisha Millet Jo Ki Olympian And Arjun Award Winner Hai And Ye India Ki First Female Swimmer Hai Jimhone Sydney Olympic Games 2000 Ke Liye Qualify Kiya. And Jaisa Ki Ham Sab Jante Hai Ki Abhi Karnataka Ke Sub-Junior And Junior Competition Over Hua Hai. And Jisme Kafi New Face Bhi Dekhne Ko Mile.
Nisha Millet Ne Sub-Junior And Junior Swimmers Ki Performance Dekhte Hue Btaya Ki Wo Kafi Jyada Impressed Hai Swimmers Ki Performance Se, Boys Group 1 To 4 Ne State And National Records Ko Break Kiya Jo Ki Ek Acha Sign Hai Unke Future Ka. Nisha Ko Girl Section Me Thoda Improvement Ki Jrurat Dikhi, 25 Years Ke Gap Ke Baad Sajini Shetty Ka Record Akhir Toot Gya And Isko Rachana S.R. Rao Jo Ki Group 2nd Ki Swimmer Hai Unhone Isko Break Kiya. Rachana S.R. Rao Ne 100m Backstroke Me Bhi New National Mark Ko Set Kiya.
Nisha Millet Ne Apni Khud Ki Swimming Academy Jo Ki Nisha Millet Swimming Academy Ke Name Se Hai, 2004 Me Bengaluru Me Start Kiya. Iska 2 Center Hai Ek Kennigston Pool, Ulsoor Me Hai And Ek Koramangala Me Hai.
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega