Hello Guys Kaise Ho Ap Sab I Hope Sab Achhe He Honge To Doston Aj Ka Article Ek News Pe Based Hai To Ap Log Is News Ko Pura Jaroor Padhiyega Aur Apna Experience Bhi Jaroor Share Kariyega Comment Box Mai Taki Hum Apke Liye Isi Tereh Ke Aur Jo Log Humari Website Swimswam.Com/Hindi Pe First Time Visit Kr Rhe Hai Wo Please Humari Website Ko Subscribe Kerna Na Bhule Taki Hum Apke Liye Isi Tereh Ke Aur Swimming Related Articles Aur News La Sake.Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai
Goa Government Apne Beaches Mai Swimming Kerne Ko Ban Kerne Ka Plan Kr Rhi Hai Aur Tourism Activity Ko Limit Mai Rakhne Ka Plan Kr Rhi Hai. Tourists Tourism Minister Manohar Ajgaonkar Aur Industry Ke Stakeholders Ki Ek Meeting Mai Ye Decision Liya Gya. Tourism Department Un Logo Pe Penalty Bhi Lagayga Jo Log Is Rule Ko Follow Nhi Karenge. Recently Ek ChedChad Aur Kuch Logo Ke Doobne Ki Notice Bhi Mili Hai
Mr. Ajgaonkar Ne Meeting Ke Bad Kha Ki Hum Ek Team Bna Rhe Hai Aur Sath Mai Wo Team Lagbhag Goa Ke Sabhi Beach Ka Din Mai 2 Se 4 Baar Inspection Karegi Minister Ne Kha Hai Ki Hum Tourism Ke Mamle Mai Goa Ka Naam Kharab Ni Hone Denge Unhone Ye Bhi Kha Ki Law Enforcement, Surveillance, Awareness Drives Aur Public Ki Help Se Goa Ki Safety Ko Improve Kiya Jayga
Goa Ke Beach Pe Swimming Is Liye Ban Kiya Gya Hai Because Wha Ki Whether Condition Is Time Perfect Nhi Hai Pichle Kuch Dino Se Goa Ke Beach Pe Kyi Log Doob Ke Mar Chuke Hai
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega