Jab Twin Sisters Jyoti Aur Aarti Patil One Year Old Ki Thi Tab First Time Pool Mai Gayi Thi, Tb Unhe Clearly Pta Nhi Tha Ki Unke Ass Pass Kya Ho Reha Hai Lekin Unko Aage Bdhane Ka Kaam Unke Father Bajirao Patil Ne Kiya.
Ek Former National Swimmer Rah Chuke Bajirao Patil Ne Kafi Lond Distance Swimming Kari jisme se ek 13 Hours Mai Greek Seas Mai Swimming Krne ki bhi hai, Swimming Ka ek khas Mtlab Patil Smjhte the, Jo Financial Constraints Ke Reason Se Professional Swimmer Nhi Ban Sake Aur Police Force Mai Job Kr Li
Unhone Apna Dream Apni Daughters Mai Dekna Start Kr Diya Aur Unhone Khud Apni Daughter Ko Training Dena Start Kr Diya.
“Jab Hum Ek Saal Ke The Tab Se Humne Swimming Start Kr Diya Aur Humko Swimming Sikhane Wale Humare Papa He Hai Aur Tab Se Humne Piche Mud Ken nhi Dekha Aisa Jyoti Aur Aarti Ka Kehna Hai, Hum Jab Bhi Pani Mai Uterte Hai Tb Apne Last Time Se Better Kerne Ki Practice Krte Hai Aur Hum Dono Ka Sirf Aur Sirf Apne Timing Pe Focus Rehta Hai Na Ki Medals Pe Jaisa Ki Humare Father Ne Hume Sochne Ke Liye Trend Kiya Hai.
Twins Sisters Ne Sirf 4 Saal Ki Age Mai Sea Mai Sirf 1 Hour And 30 Minutes Mai 5 Kilometer Swimming Kiya Hai Is Tereh Inhone Ek New Record Banaya Tha Isse Unke Father Ko Apni Betiyo Pe Aur Bhi Jyada Trust Ho Gya Tha Ki Ye Dono Ek Kafi Achhi Swimmer Ban Sakti Hai.
Aarti Aur Jyoti Slowly Slowly Ranks Ke Thru Badhe Aur 2014 Aur 2015 Mai Apna First National Medal Jeeta.
Jyoti Ne Pune Mai Khelo India Youth Games Mai 200 Meter Backstroke Mai Gold Medal Aur 100 Meter Backstroke Event Mai Bronze Medal Jeeta. Aarti Ne Is Event Mai Participate Kerne Ke Liye Sirf Cut Ko Yaad Kiya , Lekin Jyoti Ko Ghar Mai Medal Lane Mai Bahut Khushi Hui Medal Lane Ke Baad Jyoti Ne Keha Khelo India Youth Games Mai Medal Lane Ke Baad Mere Father Ke Face Pe Ek Beautiful Smile Thi Jo Mere Liye Bahut Achha Tha Aur Mujhe Yekeen Hai Ki Wo Aage Bhi Mujhe Better Banane Ke Liye Mere Time Pe Hard Work Kerte Rehenge.
Team Patil
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi