Aaj Ki News Pranjal Pal Dwara Likhi Gayi Hai. Machilipatnam Ke Woman University Mai Botany Department Ke Retired Av Subbalakshmi Aur Unke Grandson And Unke Husband Av Sastri, Av Subbalakshmi Ke Support Se Enthusiasm And Motivation Ne Lagbhag 5 Years Pehle Swimming Ki Challenge Liya Tab Se 73 Years Ke Young Senior Citizen Jo Andhra Pradesh Ke Masters Team Ke Regular Member Hai, Ke Liye Koi Bhi Kaam Mushkil Nhi Hai . Unhone India And Other Countries Mai Kafi Swimming Competition Mai Participate Kiya Hai And Various Swimming Competition Mai Lagbhag 44 Medals Apne Group Ke Naam Kiye Hai.
Womenia Se Baat Kerte Hue, Subbalakshmi Jo Ab Jaipur Mai Planned National Athletic Meet Mai Participate Kr Rhi Hai Unka Kehna Hai Ki Age Bs Ek Numerical Digits Hai Jab Weh Apne Dreams Mai Successful Hoti Hai Unhone Keha Ye Sab Tb Start Hua Jab Unke Grandson Kuch Saal Pehle America Se India Aay The Aur Mai Unhe Swimming Ke Liye Le Gyi Thi , Aur Udhar Ke Swimming Coach Ne Mujhe Suggest Kiya Ki Mai Bhi Healthy Rehne Ke Liye Swimming Start Kr Du Apne Coach And Apne Grandson Ke Motivation Se Unhone Swimming Start Kr Di Aur Apni Kitty Mai Kyi Medals Jitne Wali Various Competitions Mai Participate Kiya
Apko Bta De Ki Av Subalakshmi Ji Ko Blood Pressure, Sugar, Thyroid And Underwent Knee Replacement Surgery Jaisi Bimariya Hai Pr Fir Bhi Unhe Swimming And Track And Field Game Mai Meharath Haasil Kerne Se Koi Nhi Rok Sakta Subbalakshmi Ka Kehna Hai Ki Ab Tk Unhone Swimming Mai 28 Medals Jeete Hai And 16 Medals Athlete Mai Jisme 26 Gold Medal Include Hai Unhone Keha Ki Unhone Malaysia And Singapore Mai Planned Event Mai India Ko Represent Kiya Aur Young Senior Citizen Ka Khitab Apne Nam Kiya
Unka Kehna Hai Ki Wo Apne Ap Ko Fit Rakhne Ke Liye Daily One Hour Swimming And Running Kerti Hai Unhone Keha Ki 2016 Mai Mere Knee Surgery Ke Baad Bhi Wo Malaysia International Mai Rehi Hai Aur Unhone Athletes Mai 2 Gold And 2 Silver Medal Jeeten Hai Aur Wo Swimming Federation Of India Ki 13th Mai Participate Kiya And Jisme Unhone 2 Gold Medal And 1 Bronze Medal Jeeta.