100 back final mei blistering 2nd place finish ke baad, Rhyan White pahli aisi Youth Olympian bann chuki hai jinhone U.S. Olympic team mei apni jagah banai hai.
58.60 ki timing ke saath White ne second place snagged kiya, May mei Atlanta Classic mei banaye gaye apne lifetime best 58.43 se wo thoda hi piche rah gai. Unhone two-time Olympian Olivia Smoliga ko .12 seconds se out touched kiya. Smoliga is event mei top finisher rahi thi 2016 U.S. Olympic trials mei aur Rio mei wo 6th place par pahoch gait hi.
White ne 2018 Youth Olympics mei compete kiya tha alongside current Olympic hopeful Kate Douglass ke saath. Douglass ne 100 fly final mei 3rd aate huye team ko narrowly miss kiya, but unke paas abhi swim karne ke liye 200 IM aur 100 free hai.
First Youth Olympics 2010 ki Summer mei hua tha, isliye iske inauguration ke baad se sirf two full Olympic cycles ho paai hai. Event biannual hota hai, but swimming every 4 year mei contested ki jaati hai (in 2010, 2014 aur 2018).
Youth Game Selection Process previous year ke Senior World Championships se top 16 teams ko 14-18 ages ke 8 men aur 8 women ko lane ke liye allow karta hai. U.S. ne each competition year mei 8 swimmers ne qualify kiya hai.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.