Covid-19 Ki Wajah Se Children Ko Pichle 2 Summer Seasons Ghar Pr Hi Baithna Pada, Wo Is Baar Ek Exciting Aur Fruitful Summer Vacation Expect Kr Skte Hai. Is Baar Kai Saare Schools, Individuals Aur Organisations Ne April Se Start Hone Wale Summer Camps Ki Planning Already Kr Li Hai. Organisers Ko Ye Bharosa Hai Ki Summer Camps Ki Demand High Hai, Q Ki Parents Ko Lg Rha Hai Ki Lagatar Online Classes Ki Wajh Se Unke Bachche Non-Academic Activities Se Alag Ho Rhe Hai.
Shakti Residential School, Shaktinagar Ne Shakti Can Create-2022 Planned Kiya Hai, Three Summer Activities Ke Sath. Ramesh K, Chief Advisor, Shakti Education Trust Mangaluru Ne Kaha Ki Unhone First Time 2019 Mei Summer Camp Organise Kiya Tha. Parents Ki Demand Ki Wajah Se Camp Ko Organised Kiya Gya Tha. Current Plan Ke According, 21 Days Ka Swimming Camp Organise Kiya Jayega Jo Ki Sbhi Ke Liye Open Rhega Aur Cricket & Summer Camps Six Years Se Above Age Walo Ke Liye Exclusively Open Rhega.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi