Jiya Rai, 14-Year-Old Para-Swimmer Jo Ki Popularly ‘Jal Pari’ Ke Naam Se Bhi Jaani Jaati Hai, Unhone Odisha Ki Chilika Lake Mei Nonstop Seven Hours Tak Swim Kiya. Ye Swim Unhone Awareness Spread Krne Ke Liye Kiya. Winter Season Ke Time Winter Migratory Birds Chilika Lake Ko Apna Home Banati Hai, Usi Bare Mei Awareness Create Kiya Inhone Swim Karte Huye.
The Veterans Club Odisha (VCO), Indian Navy(Commanding Officer, INS Chilka, Aur Navy Officer-In-Charge, Odisha) Ke Sath Association Mei Is Event Ko Organize Kiya Tha, Jo Ki Winter Birds Ke Arrival Ko Mark Karega, Ye Birds Peace And Coexistence Ki Flag Bearers Hoti Hai.
Indian Navy Ke Senior Sailor, Madan Rai, MC-AT-ARMS II Of INS Kunjali, Ki Daughter Aur Navy Children School, Mumbai Ki Student Jiya Ne Across 29km Palk Strait Channel Ko Swim Kiya Tha March 20 Ko. Ek Aisi Child, Jinhe Autism Spectrum Disorder Hai, Unhone Ye Feat 13 Years And 10 Months Mei Achieved Kiya Tha Aur Palk Strait Mei Swim Krne Wali Youngest Aur Fastest Swimmer Bann Gai.
Iske Addition Mei Unhone Arabian Sea Mei Worli Se Gateway Of India Tak Open Swimming Karke Guinness Record Bhi Banaya Tha. PM Narendra Modi Ne Bhi Unki “Mann Ki Baat” Programme Mei Unhe Hail Kiya Tha. Unhe Apni Achievements Ke Liye Year 2022 Ke Liye “Pradhanamntri Rashtriya Bal Puraskar” Bhi Diya Jaa Chukka Hai.
“Jia Rai Ki Chilika Lake Mei Swimming Undoubtedly Sabhi Odias Ke Liye Proud Moment Hoga,” VCO President Bidyadhar Nayak Ne Presser Se Kaha.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.