Swimmers Ki Unke Sport Ke Sath Strange Relationship Hoti Hai Aisa Kisi Bhi Outsider Ko Lagta Hai. Wo Log Simultaneously Ek-Ek Aspect Ko Love Aur Hate Krte Hai Iske Sabhi Aspect Ko. Agar Koi Sune Toh Wo Usko Complain Karte Hai Par Wo Hi Sabse Pahle Samne Aate Hai Jab Koi Unke Sports Par Sawal Uthata Hai. Swimmer Ka Apne Sport Ke Sath Love-Hate Relationship Aisi Chiz Hai Jo Sirf Wahi Samajh Sakte Hai.
Swimmers Kyun Hate Karte Hai Ise?
Achy Muscles, Screaming Shoulders Aur Raccoon Eyes Ye Sabhi Trademarks Hai Swimmer Ke. Iske Alawa Swimmers Apne Din Ka Most Of The Time Wet Hair Aur Droppy Eyelids Ke Sath Bitate Hai. Aur Aise Mein Bun Se Slowly Slowly Drip Hone Wala Water Kisi Ko Bhi Insane Krne Ke Liye Kaafi Hai.
Swimmers Isse Love Kyu Karte Hai?
Sad Hone Ke Baad Ek Acchi Practice Sab Sahi Kar Deti Hai. Jab Aap Us Impossible Se Lagne Wale Set Ko Finish Akrte Hai Jo Coach Ne Aapke Liye Socha Tha Toh Aap Unstoppable Feel Karte Hai.
The Clock:
Swimmers Kyun Hate Karte Hai Ise
Sabhi Swimmers, Apne Carrier Ke Kisi Na Kisi Point Par Clock Se Hate Toh Jarur Krte Hai. Clock Hi Wo Chiz Hai Jo Hume Batati Hai Ki Hum Apne Goal Ko Meet Nhi Kr Paye, Wo Ye Bhi Batata Hai Ki Subah Ke 5 Baj Chuke Hai Aur Uth Kr Practice Krne Ka Time Ho Chuka Hai.
Swimmers Kyun Love Krte Hai Ise
But, Yhi Clock Hi Aapka Best Friend Bhi Hota Hai. Ye Batati Hai Ki Aapke Hard Work Ne Paid Off Kiya Hai. Ye Ek Constant Reminder Hai Ki Set Ke End Mei Clock Count Kr Rhi H Aur Set, Practice End Hone Wali Hai.
Chlorine:
Kon Chahta Hai Ki Wo Bleach Ki Tarah Smell Kare? Mujhe Nhi Lagta Hai Ki Kisi Ko Fan Hoga Toilet Cleaner Banne Ka.
But Ye Hume Ghar Ka Remind Karati Hai Isliye Hum Isse Pyaar Krte Hai.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi