Medals Ka Sach Mein Matlab Kya Hota Hai, Aapko Pata Hai? Paralympians Aur Olympians Ke Kai Saare Goals Mein Se Ek Goal Hota Hai “Olympic Games Mein Gold Medal Jeetna.” Aue Kisi Competition Mein First Aane Se Thoda Different Hota Hai. Emphasis Bhi Isi Pe Kiya Jaata Hai Ki Athletes Ne Gold, Silver Aur Bronze Medal Jeeta Naa Ki Aisa Karte Hai Ki First, Second, Third Place Par Medals Jeeta. Toh Isse Ye Pata Chalta Hai Ki Medals Represent Karte Hai Competition Mein Kisi Athlete Ki Placement Ko. Par Actual Mein Medals Aur Kya Mean Karte Hai, Aaiye Jaante Hai.
World Records Aur Medals Ke Beech Ka Difference:
World Record Hold Karne Ka Matlab Ye Nhi Hota Hai Ki Aapko Olympic Medal Milega Hi. World Records Kisi Bhi Meet Mei Bann Sakta Hai, Jiska Matlab Hai Ki Kisi Ko Olympian Hona Hi Jaruri Nhi Hai World Record Hone Ke Liye. Olympic Medals, World Championship Medals Ya Phir Koi Aur Medals Confirm Krta Hai Ki Wo Specific Athlete Fastest Racer Hai Kisi Particular Competition Ke Particular Event Mein.
Halaki, Records Ke Paas Accuracy Toh Hoti Hai Ki History Ka Best Swimmer Kon Hai, But Olympic Wins Se Hi Log Yaad Rakhte Hai Swimmers Legacies Ko.
Medals Ka Asli Matlab Kya Hota Hai Iska Koi Exact Answer Toh Nhi Hai. Par Ye Kah Sakta Hun Ki Medals Athletes Ke Life Ka Wo Part Hota Hai Jise Achieve Krne Ke Liye Sabhi Athletes Bahot Mehnat Karte Hai.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi