Hubbali: Pool Management Ko 9.7 Lakh Ka Compensation Dene Ke Liye Kaha Gaya
The District Consumer Grievances Redressal Forum Ne Swimming Pool Ke Management Ko 9.74 Lakh Ka Compensation Den Eke Liye Kaha Hai Ek Youth Ki Mother Ko Jisne Us Pool Mein Apni Jaan Kho Di Hai.
Shiraj Annigeri, 26, March 10, 2023 Ko Apne Friends Ke Sath Hubbali Ke Court Complex Ke Paas Ek Private Swimming Pool Mei Aaye The. Ticket Lene Ke Baad Unhone Pool Mei Enter Kiya Aur Usi Mei Doob Kar Unki Maut Ho Gyi Thi.
Unki Mother Maimunabi Ne District Consumer Grievances Redressal Forum Mein Alleged Kiya Tha Ki Swimming Pool Ke Management Ne Trained Coaches Aur Life Savers Ko Arrange Nhi Kiya Tha Aur Unke Is Negligence Ki Wajah Seunke Bête Ki Jaan Gayi.
Forum Ne Swimming Pool Management Ko New India Assurance Company Jinke Sath Pool Management Ka Insurance Hai Unhe Notice Issue Kar Diya Hai. Respondents Ne Saare Charges Ko Deny Kar Diya Hai Aur Bataya Hai Ki Post Morten Report Mein Bataya Hai Ki Deceased Ne Alcohol Consume Kar Rakha Tha. Unhone Kaha Hai Ki Ye Terms And Conditions Ka Violence Hai Insurance Policy Ka Aur Compensation Dene Ke Liye Mana Kar Diya Hai.
Dono Sides Ko Sunne Ke Baad, Consumer Forum Jise Judge Ishappa Bhute Head Kar Rhi Thi Unhone Kaha Ki Swimming Pool Management Aur Insurance Company Ki Kami Hai Aur Inko Bola Hai Ki Ek Month Ke Andar Hi Maimunabai Ko 9.74 Lakh Ka Compensation Pay Karein.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi