Deshbhakti Aur Unity Ka Behatreen Display Karte Huye Enthusiastic Boys Aur Girls Ke Ek Group Ne Jisme Se Sabhi 15 Years Tak Hi The Wo Sab Ne Ek Sath Aa Kar India Ke Independence Day Ko Celebrate Kiya.
Unki Is Celebration Ne Unconventional Turn Liya Kyu Ki Wo Sab Log Ganga River Ke Mid-Strm Mei Gathered Huye Aur Unhone Hoist Kiya Apne National Flag Ko, Is Tarah Unhone Waha Par Boats Se Guzarne Walo Ka Aur Kinare Par Khade Logo Ka Attention Bhi Grab Kiya.
Ye Event Ram Pada Ganguly Swimming Association (RPGSA), Ne Organised Kiya Tha Jinhone Currently Hi Apna 51st Foundation Day Celebrate Kiya Is Tarah Ki Unique Independence Day Gathering Karte Huye.
RPGSA Dedicated Hai Ram Pada Ganguly Ki Memory Mein, Jo Ki Ek Former Police Officer The Jinhone Youngsters Ko Swimming Sikhane Ke Vital Importance Ko Recognised Kiya.
Ye Realization Unhe Tab Aaya Jab Unhone Early 1970s Mein Tragically Ek Young Boy Ko Bandhaghat Mei Drowning Karte Huye Witness Kiya.
“August 15,1972 Ko, Ganguly Ne Five Boys Ko Swimming Lessons Impart Karna Shuru Kiya. Unhe Thoda Bahot Ye Pata Tha Ki Unke Efforts Water Safety Aur Unity Ki Enduring Legacy Ko Lead Jarur Karenge,” Sinha Ne Add Krte Huye Kaha.
RP Ganguly Toh Ab Hamare Beech Nahi Hai, Lekin Unke Values Aur Vision Ne Is Association Ko Guide Karna Continue Rakha Hai.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi