Daman District Administration Ne Beaches Jo Ki Popular Tourist Destination Hai Waha Par Swimming Banned Kar Diya Hai Q Ki Kai Saare Incidents Saamne Aa Rhe The Logo Ke Sea Mei Drowning Hone Kea Ur Swept Away Ho Jaane Ke. Thursday Ko Two Men Jo Ki Vapi Se The Unhe Rescue Kiya Gaya One Of The Daman Beaches Se.
Earlier In February, Four Girls Drowned Ho Gait Hi Sea Mei Unme Se Ek Ko Rescue Kiya Gaya Tha One Of The Beaches Mei.
“Maine Ek Order Issue Kiya Hai Thursday Ke Incident Ko Follow Karte Huye Jisme Two Men Swept Ho Gye The Sea Mei Swimmers Hone Ke Bawjood. Wo Last Moment Mei Rescue Kiye Gaye,” Daman Ki District Collector Tapasya Raghav Ne Kaha.
“Humne Danger Lines Drawn Kar Diya Hai Aur Beaches Par Notices Bhi Laga Di Hai, But Ye Unpredictable Sea Unke Liye Bhi Dangerous Ho Sakta Hai Unke Liye Bhi Jo Swimming Jaante Hai. Isliye Ye Necessary Hai Ki Beaches Par Swimming Ko Prohibit Kare,” Raghav Ne Add Krte Huye Kaha.
Daman Sdministration Beaches Par Lifeguars Recruit Krne Par Kaam Kar Raha Hai Jo Ki Waha Par Nazar Rakhein. Ye Daman Administration Ka Long-Pending Plan Hai Jo Ki Abhi Tak Materialized Nhi Huye Hai.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi