25th December Se 29th December 2022 Tak Bhubaneswar, Odisha Ke Kalinga Institute Of Social Sciences Mein Organised Hone Wali All India Inter University Aquatic Championship Mein Aqua Sports Club Ke Swimmers RTMNU Ko Represent Karenge.
Riddhi Parmar, Sakshi Ambade, Snehal Joshi, Shrawani Madankar, Tushar Parmar Aur Mihir Mohurule Represent Karenge Rashtrasant Tukdoji Maharaj Nagpur University Ko.
Rishika Bodele, Jain University Ko Aur Dashrath Pancheswar, Lovely Professional University Ko Represent Karenge.
Riddhi Parmar Participate Karengi 50m, 100m Aur 200m Freestyle Event Mein. Sakshi Ambade, 50m, 100m, 200m Butterfly Event Mein Participate Karengi. Snehal Joshi, 200m, 400m, 1500m Freestyle Mein Participate Karengi, Tushar Parmar, 200m, 400m Aur 1500m Freestyle Event Mei Karenge. Shrawani Madankar 50m, 100m, 200m Backstroke Event Mei Participate Karengi.
Mihir Mohurule (Water Polo), Dashrath Pancheswar 200m, 400m, 1500m Freestyle Mei Karenge. Rishika Bodele, 50m, 100m, Aur 200m Breaststroke Aur 50m Freestyle Event Mei Participate Karengi. Pichle 5 Years Se Rishika Bodele Apni Performance Se Consistent Hai Aur Wo Maharashtra Ko National Level Aur RTMNU Mei All India University Mein Regularly Represent Karti Hai. Iske Pahle Unhone All India Aquatic Meet Mein RTMNU Mein Gold Medal Jeeta Hai Aur Wo University Khelo India Meet Ke Liye RTMNU Swimming Team Ka Part Bhi Rahi Hai.
Ye Sabhi Swimmers Aqua Sports Club Ke Regular Members Hai Aur Senior Coach Dr. Pravin Lamkhade Aur Vishal Chandurkar Ke Guidance Mein Hard Training Bhi Kar Rahe Hai.