Is Workout Ka Ability Level Lap Swimmer Ka Hai, Ye Workout Short Course Pool Ke Liye Design Kiya Gya Hai, Average Is Workout Ko Karne Me 60min Lagte Hai Or Is Workout Ki Total Distance 3600m Hai.
Aaj Ka Workout Backstroke Swimming Ka Hai Is Workout Ka Level Intermediate Level Ka Hai Aur Abse Week Me Hamari Team Aaptak Naye Naye Workout Aap Tak Pahuchate Rhengi, Jisme Beginner Level Se Lekar Senior Level Tak Ke Sare Workout Ko Publish Kiya Jayega Or Agar Aapko Aur Workout Chahiye To Niche Comment Box Me Comment Kar De Aur Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare.
Aap Hmare Experts Se Bhi Apni Baate Kah Kar Uska Solution Paa Skte Hai Iske Liye Aapko Apni Problem Hmare Facebook Page Swimswamhindi Ko Like Karna Hoga Or Waha Par Direct Apne Question Puchna Hoga Yaa Aap Yaha Article Ke Niche Bhi Comment Kar Ke Apni Problem Hmare Experts Se Share Kar Skte Hai.
Set | Description | Rest | |||
Warm-up | 2×100 of back (25 back, 25 pull…) Uske baap 100free and 100back |
Complete Hone par 15 sec ka rest | |||
Main Set | 4×100 Freestyle ka Sprint 5×75 backstroke 10×50 backstroke (1 fast 1 slow) 800IM 200 each stroke |
Har set complete hone par 45 second ka rest | |||
Kick Set | 400 IM kicking (Medium se Hard tak) | KOI REST NAHI | |||
Pull Set | 75 freestyle pull 250 backstroke pull |
Complete Hone par 10 sec ka rest | |||
Warm-Down | 200 backstroke slow 200 Apne pasand ka stroke |
||||
More Workout On Swimswam Hindi:-
Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare.
backstroke 200mtr ka workout chahiye National level swimmer k lie.
breaststroke ke liye workout upload kariye sir