Swimming Body Ko Fit Rakhta Hai Aur Emergency Me Apki Kafi Help Kerti Hai Swimming Agar Ap Swimming Seekhne Ki Tyari Kr Rhe Hai To Ye Tips Apke Bahut Kaam Aaynge.
Swimming Seekhne Ki Starting
Ho Sakta Hai Apka Ekaek Swimming Ke Prati Apka Fashion Badh Gya Hai Ya Fir Yeh Apki Kisi Zaroorat Ka Hissa Hai Lekin Isme Koi Do Ray Nhi Ki New Swimmers Ko Kuch Rules Ko Importantly Follow Krna Padta Hai Yha Apki Help Kern Eke Liye Kuch Tips Diye Ja Rhe Hai
Goggles Pehne
Aksr Fashion Ke Chalte Swimmer Goggles Pehnne Ke Bjay Sir Pe Chada Lete Hai Yeh Shi Tarika Nhi Hai Swimming Krte Wqt Hemesa Googols Pehne Rakhe Ydi Ap Goggles Nhi Pehnte Hai To Apki Eyes Laal Ho Sekti Hai Infection Ho Sekta Hai In Sb Ke Alawa Apko Swimming Kerne Me Prblm Hogi Waise Bhi Lambi Swimming Krne Ke Liye Goggles Pehnna Zaroori Hai
Practice Kre
Jis Tereh Ye Rule Hr Jegeh Use Hota Hai Thik Isi Tereh Yha Bhi Isko Ignore Nhi Kiya Ja Sekta Ap Apne Coach Ki Help Le Sekte Hai Swimming Ki Trick Seekhe, Friends Se Help Le Bar Bar Practice Kre Ek Baar Me Km Se Km 3 Ya 4 Baar Ki Practice Important Hai Lekin Apni Strength Ka Bhi Dhyan Rakhe
Apne Aap Ko Pani Me Comfortable Kare
Kai Log Paani Se Darte Hai,Unhe Dar Rhta Hai Khe We Duub Na Jaaye,To Aapko Phle Ye Dar Bahar Nikalna Hai Or Paani Me Khud Ko Comfortable Banana Hai.
- Dont Swim Alone. Apne Sath Waise Kisi Ko Jarur Le Jae Jise Swimming Aate Ho.
- Dont Swim In The Moving Water,
- Us Gehrai Tak He Jaaye Jaha Tk Ke Aap Comfortable Ho Aur Khud Ko Handle Kar Paa Rhe Ho.
- Thande (Cold) Paani Me Swim Naa Kare.Isse Aap Hath Pair Thk Se Nhi Chala Paoge
More Workout On Swimswam Hindi:-