CBSE Inter School Sports & Games Competition 2019 – East Zone
Delhi Public School, Dubhal, Gaya Me 20 Se 24 Sept Tak Hui CBSE Inter School Sports & Games Competition Ke Results Aa Chuke Hai Jisme East Zone Ke Region: Allahabad Region & Patna Region, Bihar & Jharkhand, Districts Of Uttar Pradesh That Shall Be Part Of Cluster Iv– Gonda, Hardoi, Kanpur, Unnao, Jhansi, Lucknow, Agra, Barabanki, Mainpuri, Etawah, Ferozabad, Farrukhabad, Jalaun, Hamirpur, Lalitpur, Sitapur, Lakhimpur Kheri, Behraich, Mahoba, Balrampur, Shravasti, Kannauj, Rai Bareilly, Banda, Fatehpur, Auraiya, Mathura, Bareilly, Shahjahanpur, Kasganj & Etah, Hathras, Aligarh & Pilibhit, Cluster V Ke Up Ke Districts – Allahabad, Varanasi, Faizabad, Orakhpur, Gazipur, Kaushambi, Pratapgarh, Mirzapur, Basti, Deoria, Sultanpur, Mau, Azamgarh, Jaunpur, Balia, Bhadoi, Padrauna, Maharajganj, Siddharth Nagar, Sonebhadra, Ambedkar Nagar, Jyoti-Ba-Phule Nagar, Sahooji Maharaj Nagar, Chandoli & Sant Kabir Nagar) Shamil The.
Faizabad(Ayodhya) Ke 2 Swimmers Ayaan Khan And Veer Vardhan Mishra Ne Bhi Is Event Me Participate Kiya Or Apne School Jingle Bell School, Ayodhya Ke Liye Medals Bhi Jeete. Ye In Dono Swimmers Ka First CBSE Zonal Competition Tha. Kam Resource Hone Ke baad bhi dono swimmers ne kafi bhi behtareen Performance dete hue medals jeete hai.
Jaha Veer Vardhan Mishra Ne JBS, Ayodhya Ke Liye Phla Medal Jeeta Wahi, Ayaan Khan Ne Bhi JBS Ke Liye Na Sirf Medal Jeeta Balki National Selection Bhi Liya.
- Veer Vardhan Mishra Ne Boys’ 50m Backstroke Under 11 Category Me Bronze Medal Apne Name Kiya.
- Moh. Ayaan Khan Ne Boys’ 50m Freetyle Under 11 Me Silver Medal Apne Name Kiya Or Isi Ke Sath Unka National Selection Bhi Hua.
Dono Swimmers Ke Parents Ne Inki Is Achievements Ka Shrey Inki Mehnat And Ek Behtar Training Ko Btaya.
CBSE Inter School Sports & Games Competition 2019 – East Zone Results
BOYS | GIRLS |
All Day Results | All Day Results |
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- Swimswamhindi