Jab Pavagadh Ki Ek Terrible Trekking Mishap Ne Vadodra Ki Rhne Wali Garima Vyas Ko Bedridden Aur Sore Mei Daal Diya Tha, Toh Is Haplessness Ki Wajh Se In 20-Year-Old Ka Depression Mei Jaane Ke Chances Bhi Bahot Badh Gya Tha. But Inke Guts Ki Jitni Tareef Ki Jaqye Utni Kam Hai, Garima Ne Apni Malady Ka Antidote Khoj Liya Tha- Unki Is Malady Ka Antidote Tha “Swimming”- Unhone Apne Passion Mei Dive Maari Aur Winner Ki Tarah Emerged Ho Kar Bahar Nikli. Garima Abhi MS University Se Psychology Se B.A Kr Rhi Hai.
Garima, Jo Ki Paraplegia Se Suffer Kr Rhi Hai Unhone Recently Hi 21st National Para Swimming Championship Mei Gold Medal Jeeta Aur Gujarat Se Akeli Hai Jinhone Apni Category Mei Medal Jeeta Hai. Sirf Itna Hi Nhi Blki Unhone 50m Category Mei Previous Record 3.20 Minutes Ko Bhi Break Kiya Aur Apna Round Sirf 1.51 Minutes Mei Complete Kiya.
“Mai Express Bhi Nhi Kr Skti Ki Kitni Excited Hun Mai. National Tournament Mei Gold Medal Jeetna Hamesha Special Hi Rhta Hai. Isne Mjhe Bahot Confidence Diya Hai Aur Meri Condition Ko Thik Krne Ke Liye Bhi Motivate Kiya Hai,” Garima Ne TOI Se Kaha.
Garima Ke Liye Swimming Sirf Unki Hobby Nhi Hai, Wo Pool Waters Ki Help Se Phr Se Apne Pairo Pr Khade Hone Ki Koshish Kr Rhi Hai.
“Paraplegia Patients Ke Liye Normal Movements Bhi Bahot Difficult Hoti Hai Q Ki Mostly Wo Bedridden Hi Hote Hai Aur Move Krne Ke Liye Unhe Help Ki Jarurat Hoti Hai. Toh Swimming Toh Almost Out Of Question Hota Hai Paraplegics Ke Liye Q Ki Unki Half Body Work Hi Nhi Krti Hai,” Unhone Explain Krte Huye Kaha.
“Meri Waist Ke Below Mujh Mei Koi Bhi Sensation Nhi Hoti Hai, Par Maine Last Year Swimming Krna Start Kiya Aur Isne Bahot Surprise Kiya. Water Me Mai Apni Khud Ki Tarh Hi Rhti Hun Aur Is Feeling Se Mai Pyar Krne Lgi,” Garima Ne Kaha. Mother Kejal Ne Bhi Garima Ki Khub Tareef Ki. “Aisi Condition Ke Baad Bhi Wo Dari Nhi Water Mei Wapas Jaane Se. Garima Ne Apna Pura Mental Aur Physical Strength Lga Diya Ek Champion Ki Tarah Swimming Krne Mei,” Kejal (Jo Ki Ek Charted Accountant Hai).
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi