Virdhawal Khade Jo Ki India Ke Yongest Swimmer Hai Jinhone India Ko Olympics Me Represent Kiya Hai, Khade Bahut Se Young Swimmers Ki Inspiration Hai, Itna Hi Nahi Virdhawal Ki Life Story Maharastra Ke State Schools Me Bhi Pdhai Jat Hai.
Khade Sirf 16 Saal Ke The Jab Unhone Apne First Olympics Me Participate Kiya Tha, Bhale Hi Khade 100m Freestyle Me Semifinal Ke Liye Qualify Nahi Kar Paye Ho But Unhone Heat Me Indian National Record Ko Break Karte Hue 50.07 Ka Time Diya. Khade Ne 2010 Ke Asian Games Me India Ke Liye Bronze Medal Bhi Jeeta Hai.
Lekin 2012 Ke Baad Se Khade Ka Sports Career Thoda Ruk Sa Gya Tha Jab Maharastra Ki State Government Ne Khade Ko Rural Area Me Tehsildar Ki Post Par Bhej Diya Tha And Isi Ke Karan Khade Ki Training Ekdam Ruk Chuki Thi, Jiske Karan Khade Ne 2012,2016 Ke Olympics And 2014 Ke Commonwealth Games Miss Kar Diye.
Lekin Ab Khade Ek Baar Fir Se Apni Training Start Kar Chuke Hai And Wo Commonwealth 2018 Jo Ki Gold Coast Me Hone Wala Hai Uske Liye Puri Tarike Se Tyar Hai.
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega