Agar Aap Ek National Ya International Level Ke Swimmer Ho To Ap Dinbhr Me Ghanto Ghanto Tk Practice Kerte Hai Aur Kafi Time Apne Stroke Ko Sudharne Me Lge Rehte Hai Apne Coach Ke Saath Ghanto Apne Drile Pe Kaam Kerte Honge Ap Apne Race Ke Pehle Tk Kafi Mehnat Kerte Honge Aur Uske Bad Bhi Kuch Extra Time Dete Hai Taki Thora Aur Improvement Ho Jay Itna Sab Kerne Ke Bad Ap Khud Ko Puri Tereh Tyaar Samjhte Hai Lekin Race Ke Din Kuch Swimmers Aisi Galti Kr Dete Hai Jo Ki Bahut Bada Nuksaan Ka Karen Bn Jati Hai Aur Ye Teen Galtiya Basic Life Se Judi Hui Hoti Hai. Ye Article Pranjal Pal (Professional Swimmer) Dwara Likha Gya Hai
Pehli Galti :- Race Ke Ek Din Pehle Experiment Na Kere
Ek Top Level Ke Swimmer Hone Ke Karen Ye Zaroori Hai Ki Swimmer Apne Routine Pe Dhyan De Aur Khud Ko Healthy Rakhe Aur Apne Body Ko Hmesha Hydride Rakhe Race K Ek Din Pehle Isse Koi Cher Char Nhi Kerni Cahiye Race Ki Ek Rat Pehle Koi Aisa Khana Nhi Khana Cahiye Jisme Carb Ki Matra Adhik Nhi Ho Isse Apko Race Wale Din Kafi Thaka Hua Mehsoos Kra Sekti Hai
Race Ke Becch Me Snacking Ke Liye Apke Pass Kewel Kuch Time Hota Hai Maan Lo Apko 30 Minutes Ka Time Milta Hai To Apka Dhyan Taral Pdartha Ki Bhrpai Pr Hona Cahiye Hr 15 Minutes Pe 4-5 Oz Ka Lakhsya Nirdharit Kerna Cahiye Snacking Me Kele Tarbooz Angoor Adi Ka Seven Krna Behter Upay Hoga
Doosri Galti :- Apni Energy Ko Shi Se Na Mange Kerna
Complication Ke Kuch Hafte Pehle Practice Volume Ko Km Kiya Jata Hai Aur Sirf Khaas Hisso Pr He Kaam Kiya Jata Hai Aur Use Improve Kiya Jata Hai Aur Isi Bech Swimmers Ko Lagta Hai Ki Unke Andar Energy Jyada Ho Chuki Hai Jabki Ye Energy Whi Hai Jo Swimmers Lambe Workout Me Use Krte Aa Rhe Hai Aur Is Influx Pr Kabu Kerna Baut Challenging Ho Jati Hai Isliye Is Extra Energy Ko Compaction Ke Liye Bacha Ke Rakhna Cahiye
Teesri Galti :- Apni Neend Puri Na Kerna
Jyadatr Swimmers Jante Hai Ki Posen Aur Prasikcan Athletic Ke Important Ang Hai Lekin Sone Ke Impotence Ke Bare Me Kya? Ye Ek Aisa Tetva Hai Apke Ke Spots Jivan Ka Jo Apki Performers Badha Bhi Sekta Hai Aur Ghata Bhi Sekta Hai To Kya Ye Khane Ki Tereh Hai Aur Kuch Sudhar Kerne Pe Lene Layak Bhi Hai
Ek Achhi Nind Hum Sabhi Ke Liye Kafi Important Hai Jb Hume Yeh Nhi Milti Hai To Glucose Ko Badhit Kerti Hai In Negativity Se Bachne Ke Liye Experts Ki Ray Hai Ki Veysko Ke Prati Ek Shi Nind Ke 6 Ghante Sona Cahiye Neurobehavioral Ghate Ko Rokne Ke Liye