Hello Guys Mai Pranjal Pal Fir Se Hazir Hu Ek New Article Ke Sath, Kaise Hai Ap Log Ap Sabhi Ne Mere Purane Articles Ko Kafi Pasand Kiya Iske Liye Thank You Maine Apne Purane Articles Mai Swimming Ki Importance Ko Btaya Hai Ki Swimming Humare Life Ka Kitna Zaroori Hissa Hai Lekin Mai Aj Apko Kuch Aur Btane Ja Rha Hu Dekhiye Dosto Mai Khud Ek Swimmer Hu Aur Mai Peechle 8-9 Salo Se Regular Swimming Kerta Aa Rha Hu Lekin Kya Ap Jante Hai In 6-7 Saalo Me Maine Kitne Medals Apne Naam Kiye Such Bataaow To Lgatar 6 Saalo Tk Swimming Kerne Ke Baad Bhi Mere Pass Ek Bhi Medal Nhi Tha Mai Is Baat Se Kafi Upset Rehta Tha Phir Mhujko Mere Coach Aur Frends Ne Mera Manobal Badhaya Mhujko Motivate Kiya Jo Ki Ekdm Shi Tha Phir Uske Baad Jb Mai Agli Baar Kisi Competition Me Utra Uske Baad Maine Kafi Medals Apne Nam Kiye Aksr Hota Ye Hai Ki Jis Chij Ko Hme Pana Hota Hai Usko Humlog Cahte Hai Ki Vo Humko Jald Se Jald Mil Jay Lekin Ye Baat Galat Hai Ap Turant Ek Perfect Swimmer Nhi Bn Sekte Apko Kisi Bhi Field Me Perfect Bnne Me Thora Time Lagta Hai Phir Cahe Vo Swimming Ho Ya Education Se Related Koi Field Ho Lekin In Mamlo Me Ek Baat Ka Kafi Dhyan Rakhna Hota Hai Ki Ap Apna Confidence Na Kho Time Time Pr Ap Apne Ap Ko Motivate Kerte Rho Whi Kaam Mai Aj Kerunga.
Is Bat Se Koi Inkaar Nhi Kr Sekta Ki Life Me Success Pane Ki Liye Self-Confidence Bahut Zaroori Hai Life Kisi Bhi Goal Pr Pehuch Chuke Hr Ek Aadmi Me Apko Ye Quality Dikh Jaygi Phir Cahe Vo Koi Film Star Ho Koi Swimmer Ya Apko Padhane Wala Koi Teacher
Ap Vo Keriye Jisme Aap Confident Ho
Apke Ass Pass Aise Log Zaroor Dikhenge Jinhe Dekh Kr Apko Lagta Hoga Ki Wo Bahut Confident Hai Ap Aise Logo Ko Dhyan Se Dekhiye Aur Unki Kuch Activities Ko Apni Life Me Include Keriye
Har Koi Sabhi Field Me Expert Nhi Bn Sekta Lekin Vo Apne Interest Ke Hisab Se Ek Do Area Chun Sekta Hai Jisme Vo Auro Se Better Bn Sekta Hai Agar Ap Kisi Ek Chij Me Mharath Hasil Kr Lenge To Vo Apko In-General Confident Bna Dega Bs Apko Apne Interest Ke Hisab Se Koi Chij Chunni Hogi Aur Usme Apne Circle Me Best Bnna Hoga.
Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare
So many questions
Ask