Drishti Marine, Jo Ki Ek Lifeguarding Agency Hai Tourism Department Ki, Usne Ek New Initiative Shuru Kiya Hai Jiska Naam Hai, ‘Swim With Lifesavers’. Is Initiative Ke Piche Unka Ye Maksad Hai Ki Tourist Ke Sath Aur Bhi Logo Ke Liye Swimming Ko ‘Safer’ Bnaya Jaaye.
Programme Ke Part Ke Tahat, Three Different Beaches Par Three Centres Set Up Kiye Gaye Hai Jisse Novices Aur Seasoned Swimmers Ko Pep Talks De Sakein Taaki Sea Ke Sath Unke Hone Wale Interaction Ko Safer Banaya Jaa Sakein. Ek Designated Instructor 10-15 Days Tk Tipe Dega (Practical Lessons Offer Krne Ke Sath).
“Ye New Programme Ur Bhi Visitors Ko Beach Pr Akar Enjoy Krne Aur Khud Ko Sea Ke Sath Comfort Hone Ka Chance Dega. Lifesavers Bhi Visitors Ko Sea Mei Le Kr Jayenge Aur Guided Sea Swimming Lesson Ke Baad Safely Return Bhi Layenge,” Divya Sharma, Jo Ki Drishti Marine Mei Brand Culture Aur Communication Ki Head Hai Unhone Kaha.
Ye Sessions South Goa Mei Benaulim Aur Utord Mei Aur North Goa Mei Baga Pr Held Kiye Jayenge. Ye Guided Swimming Sessions Sbhi Ke Liye Open Hai- Swimmers Ho Ya Phir Non-Swimmers Ho- 10 Saal Ki Kam Age Wale Childrens Ko Allowed Nhi Kiya Gya Hai. Ye Sessions Har Din 10 Am Se 4 Pm Tk Hote Hai.
Ananya Bath, Jo Ki Ek Instructor Aur Life Saver Hai Unhone Kaha Ki, Kuch Logo Ko Water Se Darr Lgta Hai Kyu Ki Unhone Itna Vast Expanses Nhi Dekha Hota Hai Isse Phle Aur Isliye Hi Unhe Guide Krna Jaruri Hota Hai.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi