Jaise-Jaise State Monsoon Ki Taraf Badh Raha Hai, Is Baat Ko Dhyan Mei Rakhte Huye Drishti Marine, The Official Lifeguarding Agency, Ne Visitors Ke Liye Advisory Issue Kiya Hai Ki Wo Water Mei Venture Naa Kare.
Drishti Ne Already Red Flags Install Kar Rakha Hai Sabhi Beaches Par Apne Supervision Ke Under Aur Bataya Bhi Hai Ki Ye “No Swim Zones” Hai.
Rough Seas Ki Wajah Se, State Ne Swimming Prohibit Kar Diya Hai Monsoon Ke Samay.
Goa Ne Already Rain Receive Kar Liya Hai Past Two Weeks Mei, Aur Fishing Ban Bhi Lag Gaya Hai 1 June Se Ye Ban 31 July Tak Rahega.
“Humne Red Flags Laga Diye Hai Sabhi Beaches Par Jo Ki Indicate Karta Hai Ki Ye Area Suitable Nhi Hai Swimming Ke Liye. Yaha Tak Water Mei Wading Karna Bhi Allowed Nhi Hai. Hamari Lifeguards Ki Team Coast Ke Along Taiyar Rahti Hai Jinhe Aisa Trained Kiya Gaya Hai Ki Bad Weather Mei Bhi Rescue Kar Sake,” Drishti Ke Operation Head, Navin Awasthi Ne Kaha.
Monsoon Ke 4 Months Tak Sabhi Tarah Ki Beach Activities Ko Stop Kar Diya Gaya Hai. Halaki Beach Par Visit Krna Permitted Hai Par Swimming Karna Nahi.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi