Indian Swimmer Arati Saha Jo Ki First Asian Swimmer Hai Jinhone English Channel Ko Par Kiya Hai And Google Ne Thrusday Ko Arati Saha Ke 80th Birthday Par Ek Doodle Ke Sath Unko Honours Diya. 1999 Me Indian Postal Ne Arati Shah Ke 3 Stamp Bhi Jari Kiye The.
Arati Saha Ne English Channel 1959 Me Paar Kiya Tha And Unko Prestigious Award Padam Shri Award Se Bhi Sammanit Kiya Gaya Hai.
Lekin Aaj Ke Time Me Hmari Young Generation Ke Swimmer Sayad Arati Saha Ke Bare Me Thoda Hi Ya Na Jante Ho, To Chaliye Jante Hai Arati Saha Ko-
To Jaisa Ki Maine Upar Btaya Ki Arati Saha First Asian Swimmer Hai Jinhone English Channel Ko Par And Ye Unhone September 29,1959 Ko Kiya And Is Success Ke Liye Unko 1960 Me Padam Shri Bhi Diya Gaya.
Arati Saha Jin Swimmer Se Inspired Hui Thi Wo Bangladesh Ke Brojen Das The Jo Ki First Asian The Jinhone English Channel Ko Cross Kiya Tha.
Lekin Arati Saha Ne English Channel Apne First Attempt Me Nhi Paar Kiya Tha, Wo Apne First Attempt Me Sirf 3 Miles Phle Hi Apni Race Rok Di Thi Lekin Unhone Apne Second Attempt Me English Channel Ke 67.5km Ke Distance Ko 16hr And 20minutes Me Paar Kar Liya.
Arati Saha Ne 22 State Level Ke Competition Me Apni Jeet Darj Krwayi And Unhone 1951 Ke National Championships Me 100m Freestyle And 200m Breaststroke Me Silver And 200m Freestyle Me Bronze Medal Jeete.
Itna Hi Nahi Balki Arati Saha Ne 11 Saal Ke Age Me India Ko 1952 Ke Summer Olympics Me Represent Kiya Tha. Unhone 200m Breaststroke Me Participate Kiya Tha And 33rd Place Hasil Kari Thi.