You are working on Staging1

Hindi

15th SNSC 2019 – Sajan, Advait Ne Jeeta India Ke Liye Gold

15th SNSC 2019 Ka Aaj Day 3 Tha Jisme Indian Swimmers Ne Apni Apni Performance Di. Ye Championships 19 Se 22 June 2019 Tak Chlegi.

  Comment First!

200m Freestyle Me Sajan and Neel Ne Piche Chhoda Joseph Schooling ko

15th SNSC 2019 Ka Aaj Day 2 Tha Jisme Indian Swimmers Ne Apni Apni Performance Di. Ye Championships 19 Se 22 June 2019 Tak Chlegi.

  Comment First!

15th SNSC 2019 – Indian Swimmers Ki Day 2 Performance

Kal hmne dekha tha ki Advait Page ne 800m freestyle me behatreen 8:00.07 ka time karke india ka best time diya and 1st place hasil kari.

  Comment First!

Joseph Hue Disqualify, 800 Me Advait Ne Kiya India Ka Best Time

Singapore National Swimming Championships Me Singapore Ke Joseph Schooling Ne 50m Fly Me False Start Lete Hue Khud Ko 50m Butterfly Se Disqualify Karwa Liya.

  Comment First!

National Games Ke Phle Swimmers Ko Nahi Mil Rha Practice Pool

Toi Ki News Report Jisme Btaya Gya Hai Ki Kaise State Swimmers Apne Competition Ke Liye Ek Clean Pool Ki Talash Kar Rhe Hai.

  Comment First!

36th Glenmark Sub-Junior And 46th Junior National Aquatic Championships 2019

36th Glenmark Sub-Junior And 46th Junior National Aquatic Championships 2019 26 June Se 30 June Tak Rajkot, Gujrat Me Hone Jar Hi Hai.

  Comment First!

Coach Aapke Liye Mehnat Krta Hai To Aap Kyu Nahi?

June Ka Month Start Ho Chuke Hai And State Level Ke Competition Bhi Start Ho Chuke Hai Jisme Swimmer Select Hokar National Ke Liye Jayenge.

  Comment First!

Race Day – Inn Mistakes Ko Jane Or Isse Bache

Agar Aap Ek state, National Ya International Level Ke Swimmer Ho To Aap kafi timr Tak Practice Kerte Hai Aur Kafi Time Apne Stroke Ko Sudharne Me Lge Rehte Hai.

  Comment First!

Hypoxic Training Ka Use Karke Speed Improve Kare

Aaj ke Workout Ko Har Level Ka Swimmers Apne According Change Kar Ke Kar Skta Hai, Ye Workout Short Course Pool Aur Long Course Pool Dono Me Kiya Ja Skta Hai, Average Is Workout Ko Karne Me 120min Lagte Hai Or Is Workout Ki Total Distance 9500m Hai.

  Comment First!

Technique, Flexibility and Right Training Se Behtar Hogi Dolphin Kick

Underwater Dolphin Kick Swimming Me Ek Khas Role Play Karta Hai, Dolphin Kick Ka Use Simmer Start Me And Turn Me Use Karte Hai Iske Alawa Butterfly Ki Kick Me Bhi Isi Technique Ka Use Hota Hai And Kafi Sare International Events Me Michael Phelps Ne Apni Underwater Dolphin Ke Dam Par Hi Puri Race Apni Traf Kari Hai.

  Comment First!

Highest Target Set Karke Apni Practice Start Kare

Agar Aap Kisi Bhi Sports Ko Join Karte Hai To Aap Kya Sochte Hai? Yahi Ki Aapko Us Sports Ke Highest Level Par Khud Ko Represent Karna Hai. Lekin Bahot Se Log Aise Bhi Hote Hai Jo Sochte To Hai Medals Ke Liye Lekin Kafi Kam Level Par.

  Comment First!

Smooth + Fast Swim Kaise Kare?

Aap Sab Kisi Na Kisi Swimming Competition Me Aise Swimmers Jarur Dekhe Honge Jo Ki Kafi Smoothly Swimming Karte Hai And Unki Speed Bhi Kafi Tez Hoti Hai, Lekin Kya Aapne Kabhi Reason Jana Ki Kyu Wo Swimmer Itna Smoothly Swimming Karke Bhi Speed Maintain Kar Pa Rha Hai?

  Comment First!

Indian Record Holder Rah Chuke MB Balakrishnan Ab Nahi Hai Hamlog Ke Beech

Indian Swimmer M.B. Balakrishnan Jo 50m Backstroke Me National Record Holder Rah Chuke Hai, Aaj Ham Sabke Beech Nahi Hai. Balakrishnan, Chennai Me Tuesday Ko Raod Accident Ka Sikar Hue.

  Comment First!

Neelakanta Rao Jagdale Ko Indian Swimming Community Hmesa Yaad Rakhegi

Neelakanta Rao Jagdale Jo Basavanagudi Acquatic Centre (BAC) Ke President And Jinhone Youth And Children Ke Beech Jakar Swimming Ko Promote Kia, Swimming Ke Bare Me Unlogo Ko Jagruk Kiya, Aaj Wo Aaj Hmare Beech Me Nahi Hai. Rao Ji Ne Apni Last Breath HCG Hospital Me li jo Ki Bengaluru Me Hai. Rao Ji Ki Age 66 Year Thi.

  Comment First!

Olympic Champion Meilutyte Ko Ho Sakti Hai “2 Saal Ki Disqualification”

Lithuanian Ruta Meilutyte Jo Ki Olympic Champion Rah Huki Hai Possible Hai Ki Unko 2 Year Ka Suspension Mil Jaye, Aisa Kyu ? Kyuki Unhone Doping Tests Ko Miss Kiya.

  Comment First!