10th Asian Age Group, 18th FINA World 2019 Ke Qualifying Times
Swimming Federation Of India Ki Official Website Par 10th Asian Age Group Championships 2019 And 18th FINA World Championships 2019 Ki Qualifying Time Upload Ho Chuki Hai.
Swimming Sikhne Ke Baad Khud Par Rakhe Kabu
Swimming Jaha Ek Tarah Lifesaving Activity Me Se Ek Hai Wahi Isko Sikhne Ke Baad Overconfidence Me Ye Jaanleva Bhi Ho Jati Hai. Aisa Isliye Kyuki Ham News Me Dekhte Hai Ki Summer Ke Shuru Hone Ke Sath Logo Ke Dubne Ki News Bhi Kafi Aati Hai.
World Para Swimming Ke Liye Qualify Hue Niranjan Mukundan
Times Of India Ke Source Se Indian Para Swimming Ke Liye Behad Khas News Aa Rhi Hai Jisme Btaya Gya Hai Ki Bengaluru Ke Para Swimmer Niranjan Mukundan Ne World Para Swimming Championships Ke Liye Qualify Kar Liya Hai.
Ek Acche Mindset Ki Importance
Aaj Ke Time Me Jitni Importance Swimming Me Workout Ko Di Jati Hai Usse Bhi Jyada Importance Ek Acche Mindset Ko Tyar Karne Me Dena Chahiye, Ek Acche Mindset Ke Hone Se Itne Fayde Hote Hai Jitney Sayad Kewal Workout Karne Nahi Mil Skate.
World Championships Ke Liye Srihari And Likith Ne Hasil Kiya ‘B’ Standard
20 Saal Ke Indian Swimmer S.P. Likith Jo Ki Breaststroke Ke Kafi Elite Swimmers Me Se Ek Hai Unhone 2019 FINA World Championships Ke Liye 100m Breaststroke Me B Qualifying Standard Ko Hasil Kar Liya Hai.
Medhali Sandeep Redkar World University Game Ke Liye Select
Medhali sandeep redkar jo ki Mumbai ke lokamanya tilak municipal medical college ki student hai unka selection Itlay me 3 july se 14 july tak hone wali 30th Summer Universiade 2019 me ho gya hai.
Meenakshi Pahuja Ko Mila Nari Shakti Award 2018
Women Empowerment Me Special Contribute Karne Par Jo Award Diya Jata Hai Usko Nari Sakti Award Kahte Hai, Ye Award India Me Diye Jana Wala Highest Women Award Bhi Hai.
Summer Me Swimming Jrur Sikhe, Jane Iske Fayde
Aaj mai ek baar fir se swimming ke kuch benefits ko share karne jar ha hu, jaisa ki summer shuru ho gya hai and logo ko grmi se to chutkara pana hi hai lekin fit bhi rhna hai to aise me swimming ek best exercise hai.
Intezar Khtam Hua Tokyo 2020 Olympic Swimming Schedule Ka
Jaisa ki Tokyo 2020 ke qualification ke liye sabhi swimmers lag chuke hai, isi beech official website par Tokyo Summer…
Sahil, Siddhant and Chahat Participate Karenge World University Games Me
International Sahil Chopra, Siddhant Sejwal And Chahat Arora World University Games Me India Ko Represent Karenge, Is Baar World University Games Napoli, Italy Me 3 July Se 14 July Tak Honge.
Short Meter Competitions Ke Liye ISL Ne Announces Ki 4 American Teams
International Swimming League (ISL) Ne U.S. Based Franchises Ko announced kiya hai jo ki hai: he Los Angeles Current, DC Trident, Cali Condors and New York Breakers.
Hard Workout Ke Baad Bhi Nahi Ho Rha Improvement?
Kya Apko Aisa Kabhi Laga Hai Ki Aap Practice Me To Pura Workout Mehnat Se Karte Hai Firbhi Improvement Me Kuch Dikhta Nahi Hai?
Mumbai Ke Civic Pool Me Hua Hadsa
Mumbai Me 8 Saal Ke Boy Yug Ladhwa Jisne Swimming Sikhne Ke Liye Admission Liya Tha Wo Apne Swimming Coaching Ke First Day Hi Dub Gya.
Kushagra Rawat Tokyo 2020 Ke Behad Karib – Indian Swimming News
Olympics Ke Liye 800m Freestyle Ka B Time 08:08.54 And FINA World Championships 2019 Ke Liye 08:10.91 Hai And Indian Distance Swimmer Kushagra Rawat Ne Dono FINA World Championships And Olympics 2020 Ke Liye B Cut Ko Hasil Kar Liya Hai.
Season Ke Day 1 Ki Importance
Swimming Ke Session Jab Start Hote Hai To Jyadatar Swimmer Day 1 Ko Sirf Enjoy Karne Ke Liye Jate Hai Lekin Kuch Swimmers Jo Off-Season Se Hi Apne Next Season Ke Bare Me Serious Rhte Hai Wo Day 1 Se Hi Apni Practice Start Kar Dete Hai.