Kenneth To Ko Sabhi Yaad Rakhenge
Multi-Time Australian And Hong Kong Record Holder Kenneth To Ka 26years Ki Age Me Nidhan Ho Gya, Is Chiz Ko Swimswam Dwara Bhi Confirm Kiya Gaya.
Inn Sabhi Chizo Par Athletes Ka Kabu Hona Behad Jruri
Competition Me Workout Ke Baad Jo Chiz Sabse Jyada Important Hoti Hai Wo Ye Hai Ki Athlete Competition Me Khud Ko Kaise Positive Mindset Me Rakh Skta Hai.
Adam Peaty Ne Breaststroke Me Kiya 5th Fastest Time
SwimSwam Ki Loretta Race Ki News Report Jisme Unhone Btaya Hai Ki 2019 Edinburgh International Swim Meet Me Adam Peaty Ne 50m Breaststroke Me 27.21.
Virdhawal Khade Ka Mission 22.1
Times Of India Ki Sports News Me Indian Swimmer Virdhawal Khade Ki News Nikli Jisme Khade Ne Btaya Ki Wo…
44.32 Ke Sath Marius Kusch 100 Fly Me Hue 5th Fastest
SwimSwam Ki Anne Lepesant Ki News Report jisme unhone btaya hai ki Kusch 44.32 time ke sath 100 fly me…
Butterfly Sikhne Se Phle Jane Ye Points
Butterfly, Cahro Strokes Me Kafi Jayda Tough Stroke Mana Jata Hai Kyuki Isme Coordination Ke Sath Sath Sahi Timing Ke Kafi Jarurat Hoti Hai.
55th MILO Age Group Swimming Championships 2019 – India Ki Performance
Kuala Lumpur, Malaysia Me 7 Se 10 March Tak Hue 55th MILO/ PARAM Malaysia Invitational Age Group Swimming Championships 2019 Me India Ke Swimmers Ne Behtareen Performance Dete Hue Kafi Medals Jeete.
Forbes Ki Most Powerful Ladies Me Bhakti Sharma
Udaipur ki jalpari bhakti Sharma ne swimming mai puri duniya mai apni pehchan banai hai unki isi pehchan ki wejeh se forbs ki taraf se 2019 ke liye jari ki gyi “ most powerful” ladies ki list mai bhakti Sharma ko bhi add kiya gya hai.
2028 Olympics Ke Liye Abhi Se Preparation Jaruri – Sajan Prakash
Firstpost Par Sajan Ki Ek news Publish hui Jinhone btaya ki “2028 Olympics ki preparation ab start honi chahiye” Sajan Prakash hmesa ki tarah pool me kuch na kuch bada achieve karte aye hai .
Kick Ki Power Bdhane Wala Workout
Ham sab jante hai ki swimming me legs ki kya importance hoti hai, chahe wo starting me underwater dolphin kicks ho ya last me finishing, kick ki apni ek alag bhi importance hai.
Tokyo 2020 Olympics Hoga Smoke Free
Tokyo 2020 Ne announced kiya hai ki Summer Olympic ke next edition ko puri tarah smoke- and vape-free kiya jayega.
106 Government Schools Ke Students Ke Liye Life Changing Opportunity
Times Of India me 106 government schoolchildren ko vidyanagar pool me swimming sikhne ki news nikli jisme btaya gya ki.
Kya Aap Competition Season Ke Liye Tyar Hai?
Hello Swimmers Jaisa Ki Aap Sabko Pta Hai Ki Competition Season Ki Shuruwat Kuch Months Me Shuru Ho Jayegi And Swimmers Apna Personal Best Time Ko Todne And India Ke Best Time Ko Todne Ke Liye Puri Kosis Krenge Lekin Kya Ye Sab Koi Ek Swimmer Khud Ko Sirf Motivate Krke Hi Kar Skta Hai?
Junior Swimmers Ke Liye Stroke Correction Ki Class
Haryana Mai Swimming Competitions Ko To Raise Kerne Ke Liye Indian Swimming Union Bhi Active Ho Chuka Hai Haryana Swimming Union Ke Mathat City Mai Chal Rhi Champions Active Academy Mai Junior Swimmers Ko Training Dene Ke Liye Indian Swimming Union Ki Team Bhi Pahuchi Hai Indian Swimming Union Ke Joint Secretary Anil Khatri Ki Dekh Rekh Mai Academy Mai Pehuchi Main Coach’s Ki Team Ne Raising Swimmers Ko Stroke Correction Bhi Kerway Hai Better Time Ke Liye Stroke Ka Perfect Hona Bhi Jaroori Hai
Sports, Cash Awards Ke Liye Tyar 6-Member Committee
Times Of India Par Sports Se Related Ek News Ayi hai jisme Deserving Athletes Ke Awarding Sports And Cash Prize Me Aur Jyada Transparency Lane Ke Liye Sports Ministry Ne 6 Member Ki Ek New Committee Bnayi Hai Ko Different Awards And Cash Schemes Ko Review Karegi.