Indian Para Swimmer Suyash Jadhav Ne Wednesday, February 21 Ko Men’s 50m Butterfly S7 Category Mein Paris Paralympics Quota Ko Sealed Kar Liya Hai. Previously Huye Asian Para Games Mein Unka Stellar Display Isi Chiz Ke Liye Basis Ka Kaam Kiya Tha.
In Para Swimmer Ne Asian Para Games Mein 32.22 Seconds Ka Impressive Time Record Kiya, Jisne Upcoming Mega Event Jo Ki Paris Mein Hone Wala Hai Uske Liye Inka Spot Confirmed Kiya.
Suyash Jadhav Apna Third Paralympics Appearance Karne Wale Hai.
Suyash Jadhav, Jo Ki S7 Category Mein Battle Karte Hai Wo Apna Third Paralympics Appearance Banane Wale Hai. Wo Akele Indian Para Swimmer Hai Jinhone 2016 Paralympics Mein ‘A’ Qualifying Mark Achieved Kiya Tha Aur Rio Mein Compete Kiya Tha.
Seven Years Ke Baad, Wo Akele Indian Swimmer Bane Jinhone October 2023 Mein Hangzhou Mein Huye Asian Para Games Mein Medal Jeeta Tha.
Unki Journey Ki Shuruwat Tab Hi Ho Gai Thi Jab Wo Three Years Ke The. Unhe Unke Father Ne Encouraged Kiya Tha. Hlaki, Ek Unfortunate Accident Hone Ki Wajah Se Suyash Ne Apne Dono Palms Aur Wrists Ko Lose Kar Diya Tha Aur Uski Wajah Thi Electrocution.
2024 Paralympics Aane Ki Wajah Se, Suyash Koshish Karenge Ki Wo Podium Finish Karein.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi