Aaj Ka Workout Individual Medley Swimming Ka Hai Is Workout Ka leve Intermediate Swimmers Ka Hai lekin aap sets ko change karke isko juniors ke liye bhi use kar skte hai, Or Agar Aapko Aur Workout Chahiye To Niche Comment Box Me Comment Kar De Aur Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare.
Aap Hmare Experts Se Bhi Apni Baate Kah Kar Uska Solution Paa Skte Hai Iske Liye Aapko Apni Problem Hmare Facebook Page Swimswamhindi par comment krna hoga Or Waha Par Direct Apne Question Puchna Hoga Yaa Aap Yaha Article Ke Niche Bhi Comment Kar Ke Apni Problem Hmare Experts Se Share Kar Skte Hai.
To Chaliye Dekhte Hai Aaj Ka Individual Medley Workout(4-3-2-1):-
Set | Description | Rest Intervals |
Warm-up | 400 freestyle Swimming 50% speed 300 breastroke swimming 55% speed 200 backstroke swimming 60% speed 100 IM 65% speed |
Har lap ke baad 10 sec ka rest |
Pull Set | 400 free bilateral breath (dono traf breath lena hai) 5-7-9 300 breastroke 5 kick 1 pull 200 backstroke technique par focus karna hai 100 fly 3 strokes ke baad breath lena hai |
Har set ke baad 20 sec ka rest
Sare 70% speed ke sath |
Pre-Set | 4 x 25 butterfly swimming 4 x 25 breaststroke swimming 4 x 25 freestyle swimming 4 x 25 backstroke swimming |
Odd number wale lap ko fast krna hai(80-90% speed) |
Kick Set | 400 freestyle 300 butterfly 200 backstroke 100 breaststroke |
0 sec rest(ZERO) |
Warm-Down | 1000m | |
Join Us:-
- Google Plus:- SwimSwam Hindi
- Twitter:- SwimSwam Hindi
- Facebook:- SwimSwam Hindi
- Pintrest:- SwimSwam Hindi
- Flipboard:- SwimSwam Hindi
- SwimSwam Hindi Whatsapp :- +91 81879 96947 Or SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega