J&K Ke Ace Athlete, Kapil Arora Ne Bali, Indonesia Mein Conclude Hui Swimming Championship Mein 3rd Position Secure Kar Ke India Ke Liye Laurels Laaye Hai.
Kapil Ne Is Challenge Ko Accept Kiya Aur Unrelenting Waves Ke Through Battle Karte Huye Unhone Na Sirf 1.2 Km Swim Complete Ki Balki Unhone Podium Win Bhi Secured Kiya. Aisa Karne Wale Wo Akele Indian Bann Chuke Hai Jo Is Age Category Mein 3rd Rank Par Aaye Hai. Kai Saari Countries Jaise Ki Holland, Australia And Indonesia Bhi Thi Jinhone Competition Mein Participate Kiya Tha.
Jammu Ke Wo First Player Bane Jinhone International Ocean Competition Jeeta Hai. Kapil Gold Medal Winner Bhi Rah Chuke Hai 2023 Mein Hui TATA Mumbai Marathon Mein. Unhone Already 67 Marathons Complete Kar Liya Hai Aur Half Marathons, Four Ultra Marathons In South Africa, Iske Sath Hi 90km Distance Tak Non-Stop Running Kar Ke Unhone ‘Iron Man’ Ka Title Bhi Jeeta Hai.
Kapil Ne Kaha Ki Unka Next Target Hai Ocean Ke Via India Se Sri Lanka Tal Ultra-Ling Distances Tak Swim Karna, Jiska Distance Hai 29 Km Non-Stop Swim.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi