Spina Bifida, Ek Aisi Medical Condition Jisme Spinal Cord Ke Around Spine Aur Membranes Ki Closing Incomplete Rahti Hai Aisi Medical Condition Ke Saath Paida Hu Swimmer Niranjan Mukundan Ko Bahot Young Age Mei Hi 19 Surgeries Karwana Pada Hai.
Niranjan, Jo Ki India Ko Tokyo Paralympics Mei Represent Karne Wale Hai Unhone Swimming Aise Hi Nhi Start Kar Di.
Initial Surgeries Ke Dauran, Unke Doctor Ne Unhe Advise Diya Tha Ki Wo As A Part Of Aqua Therapy Taaki Unke Legs Bhi Strengthen Ho Jaaye Isliye Swimming Start Karein. Aur Is Wajah Se Hi Unki Swimming Journey Start Hui Thi.
“Swimming Ne Mujhe Freedom Di Hai. Kyu Ki As A Small Kid Mai Virtually Paralysed Tha, Mere Parents Mujhe Le Kar Jaate The Har Jagah. But Water Mei Mai Ek Jagah Se Dusri Jagah Khud Se Move Kar Raha Tha. Aur Is Chiz Ne Mujhe Ek Jagah Se Dusri Jagah Jaane Ki Freedom Bhi Di.”
“Ye Ek Chiz Thi Jiski Wajah Se Mai Water Mei Independent Feel Karta Tha. But Land Par Mai Ek Jagah Se Dusri Jagah Move Nhi Kar Paata Tha. Aur Ye Bhi Ek Wajah Thi Mere Swimming Start Karne Ki.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.