Hungarian Superstar Kristof Milak ne ek baar phi se Hungarian Record broke kar diya hai 100 fly mei, unhone 50.18 ki timing ke saath race jeet kar ye record banaya. Milak ne meet mei personal best 50.47 ki timing ke saath enter kiya tha jo unhone last month mei banaya tha.100 fly ke prelims mei Milak ne 50.64 ki timing ka Championship record tie kiya tha. Uske baad wo semifinals ke liye wapas aaye the, apni prelims swim ka 0.02 seconds shave kiya aur CR ki sole ownership li. Finals mei 50.18 unka lifetime best tha.
Ye lifetime comparison hai Milak ki is championship ki 3 performances ka, aur unke previous best 50.47 ka.
KRISTOF MILAK | KRISTOF MILAK | KRISTOF MILAK | KRISTOF MILAK | |
2021 Euros Final – Hungarian Record, Championship Record | 2021 Championship Record (Semifinals) | 2021 Co-Championship Record (Prelims) | Previous Personal best – April 2021 | |
1st 50 | 23.58 | 23.72 | 24.15 | 23.84 |
2nd 50 | 26.60 | 26.90 | 26.49 | 26.63 |
Final Time | 50.18 | 50.62 | 50.64 | 50.47 |
Finals mei Milak ne semi-finals se bhi fast start kiya aur apne previous best se bhi fast home wapas aaye. Is swim ne milak ho ki world record holder hai 200 fly mei unhe #4 performer of all time bana diya hai. Ye current list hai all time top-5 performers ki is event mei:
RANK | SWIMMER | TIME | COUNTRY |
1 | Caeleb Dressel | 49.50 | USA |
2 | Michael Phelps | 49.82 | USA |
3 | Milo Cavic | 49.95 | SRB |
4 | Kristof Milak | 50.18 | HUN |
5 | Joe Schooling | 50.39 | SIN |
Milak ki swim 9th-fastest performer of all time bhi rahi:
RANK | SWIMMER | TIME | DATE |
1 | Caeleb Dressel | 49.50 | 07/26/2019 |
2 | Caeleb Dressel | 49.66 | 07/27/2019 |
3 | Michael Phelps | 49.82 | 08/01/2009 |
4 | Caeleb Dressel | 49.86 | 07/29/2017 |
5 | Milo Cavic | 49.95 | 08/01/2009 |
6 | Milo Cavic | 50.01 | 07/31/2009 |
7 | Caeleb Dressel | 50.07 | 07/28/2017 |
8 | Caeleb Dressel | 50.08 | 07/28/2017 |
9 | Kristof Milak | 50.18 | 05/23/2021 |
10 | Michael Phelps | 50.22 | 07/09/2009 |
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.