India Ke Liye Wednesday Ko Berlin Mein Chal Rahe Special Olympic Games Mein Ek Yaadgaar Din Raha. Tournament, Jo Ki 17th June Se Start Hua Tha Usme Indian Team Ne Kuch Aur Medals Bhi Add Kiye Apni Tally Mein. Roller Skaters Ne Eight Medals Clinched Kiye, Aur Powerlifting Mein India Ne Six Medals Jeeta.
India Ne Three Gold Medals Clinched Kiya Jisme Se Ek Swimming Mei Tha.Country Ka Special Olympic Games Mein First-Ever Gold Medal 25m Breaststroke Mein Aaya.
Madhav Madan Ne Country Ke Liye First Gold Medal Jeeta 00:18.26 Ki Timing Ke Sath Swimming Mein. Andrs Gil Jo Ki Colombia Se Hai Unhone In Indian Swimmer Ko Tough Fight Diya.Unhone 00:18.41 Ki Timing Liya Aur Thode Se Hi Gold Medal Jeetne Se Rah Gaye.
Is Race Ne Three Medals Ke Liye Seven Swimmers Ko Fight Karte Huye Witnessed Kiya.Wahi Madhav Madan Ne Is Event Mein Gold Medal Grabbed Kiya Iske Sath Hi Ek Aur Indian Ne Bronze Medal Jeet Kar India Ki Medal Tally Aur Bhu Increase Karwa Di.
Kiritbhai Shankarbhai Chauhan Ne Bronze Medal Jeeta Race Mein. Unhone 00:20.04 Ki Timing Ke Sath Finished Kiya Tha Race Mein. Mateus Da Silva, Jinhone Competition Mein 4th Par Finished Kiya, Wo Bass Kuch Seconds Se Hi Medal Nhi Jeet Paaye.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi