Mava (Jo Ki Concoction Hai Tobacco, Batelnut Aur Lime Ka) Khaa Kar Swimming Pool Mein Swim Karne Se Ek 26-Year-Old Ladke Ki Jaan Tak Jaa Sakti Thi (TOI), Jise Recovered Kiya Gaya Damaged Windpipe, Fractured Cervical Collar, Aur Ek Punctured Lung Ko Recovered Karke.
Is Bizarre Case Ne Toh Doctors Ko Bhi Shock Kar Diya Tha Q Ki Betelnut Ke Sharp Pieces Unki Windpipe Mein Stuck Rah Gaye The Wahi Par. Victim Jagdish Chavda Ko Uske Baad Ek Trust-Run HJ Doshi Hospital In Rajkot Se Discharged Kiya Gaya Last Week.
Chavda Ki Is Life-Threatening Condition Ke Sath Is Tryst Ki Shuruwat 30th April Se Hui Thi Jab Wo Amreli Mein Apne Friends Ke Sath Swimming Karne Ke Liye Gaye The. Swimming Karte Huye, Accidentally Unke Head Aur Pool Ki Wall Ki Takkar Ho Gai Force Se Aur Isse Unki Cervical Collar Bhi Crack Ho Gai Thi.
Unke Mouth Mein Mava Stuffed Hone Ki Wajah Se Betelnut Ki Pieces Unke Windpipe Ke Through Andar Chali Gai Aur Uski Wajah Se Kaafi Damaged Hua Tha.
Chavda, Jo Ki Native Hai Junagadh Ke Aur Ek Car Dealership, Gondal Meim Kaam Krte Hai Unhone Severe Breathlessness Se Suffer Karna Start Kiya Aur Unhe Injury Ke Five Days Ke Baad Hospital Le Jaaya Gaya. Doctors Ke According, Chavda Ko Extremely Critical Condition Mein Laaya Gaya Aur Uske Baad Unhe Intensive Care Unit Mein Shift Kar Diya Gaya.
Dr. Brijesh Koyani, A Pulmonologist, And Dr. Avani Mendpara, A Critical Care Specialist, Ne Treatment Start Ki.
Dr. Koyani Ne Kaha, “Betelnut Ki Pieces Unki Windpipe Mei Stuck Ho Gyi Thi. Aisi Condition Mein Life Ko Save Karna Bahot Difficult Hota Hai. Betelnut Pieces Ki Wajah Se Unki Left Lung Mein Severe Infection Ho Gaya Tha Iske Sath Unki Collarbone Bhi Fractured Ho Chuki Thi.”
Chavda Ko Physiotherapy Ke Under Jaana Padega Apne Limbs Aur Chest Ki Full Recovery Ke Liye. “ Ye Bahot Rare Case Hai Jo Ki Mava Addiction Ke Dangers Ko Depict Karta Hai,” Dr Koyani Ne Kaha.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi