2020 Olympic Games Jo Ki Tokyo Me Hoga Uske Relays Ke Liye Qualify Krne Ki Phli Opportunity Sabhi Countries Ko 2019 FINA World Aquatics Championships Me Milegi, Jo Ki Next Week Se Gwangju, South Korea Me Start Hogi.
7 Relay Events Me Se 16 Relay Ko Olympic Le Jaya Jata Hai. Jisme Phli Baar New Mixed 400 Medley Relay Ko Bhi Shamil Kiya Gyah I Jo Ki Tokyo 2020 Me Phli Baar Ayojit Hogi.
BASIC QUALIFYING Ke bare me
- World Champiomships Ke Har Relay Le Heat Se Top 12 Teams Automatically Olympics Ke Liye Qualify Kar Leti Hai. Iska Matlb Ye Hai Ki Agar Wo Finals Me Dqs Bhi Hoti Hai To Bhi Wo Worlds Ke Liye Qualify Kar Leti Hai.
- FINA Dwara Approved Qualifying Event Jo Ki March 1st, 2019 Se May 31st, 2020 Jisme World Championships Bhi Include Hai Usme Me Top 4 Team Inn 12 Teams Ke Sath Jud Jayengi.
- Agar Worlds Me Se Jo Top 12 Teams Qualified Hui Hai Agar Unme Se Koi Team Apne Spot Ko Nahi Leti Hai To March 1st, 2019 Se May 31st, 2020 Tak Jo Events Honge Unme Se Agali Best Team Ko Un 12 Me Jagah Mil Jayegi.
RELAY ONLY SWIMMERS
Har Country Se Ek Specific Number Me Hi Relay Only Swimmer( Jo Swimmer Individual Events Ke Liye Nahi Qualify Hue Hai) Aa Skte Hai.
Relay Only Swimmer Hone Ke Liye Swimmer Ke Pass Olympic “B” Time Hona Jruri Hai And Ye “B” Time Usi Event Me Hona Chahiye Jisko Wo Relay Me Perform Krega/Kregi.
- One Relay – 2 “Relay Only” Swimmers
- Two Relays – 4 “Relay Only” Swimmers
- Three Relays – 6 “Relay Only” Swimmers
- Four Relays – 8 “Relay Only” Swimmers
- Five Relays – 10 “Relay Only” Swimmers
- Six Or Seven Relays – 12 “Relay Only” Swimmers
Qualifying history ke bare me
2016 me, worlds me top 12 teams me se keval ek team ne apni spot ko nahi liya tha and wo team thi British men ke 400 free relay ki team. Wo usyear 10th position par the. Worlds me hmesa 12 relays nahi hote, jaise 2010 me sirf 10 hi team women’s 800 free relay me entered kari thi.
Target Times:
2013 – 12TH PLACE | 2015 – 12TH PLACE | 2017 – 12TH PLACE | |
M 400 free relay | Turkey – 3:20.00 | Germany/US – 3:16.01 | South Africa – 3:17.41 |
M 800 free relay | Canada – 7:17.17 | Denmark – 7:13.72 | Denmark – 7:15.95 |
M 400 medley relay | Brazil – 3:36.31 | Lithuania – 3:35.30 | Canada – 3:35.14 |
W 400 free relay | Spain – 3:42.08 | Poland – 3:40.89 | Hong Kong – 3:44.39 |
W 800 free relay | Singapore – 8:15.91 | Germany – 8:01.48 | (10th) Denmark – 8:06.67 |
W 400 medley relay | Brazil – 4:06.91 | France – 4:02.13 | New Zealand – 4:07.09 |
M 400 medley relay | – | Colombia – 3:55.42 | Estonia – 3:55.94 |