International Para Swimmer Satyendra Singh Lohia, Jo Ki Madhya Pradesh Ke Gwalior Ke Rahne Wale Hai Unhe Padma Shri Award Milega- Ye Award Fourth Highest Civilian Award Hai. Ye Unhe Sports Mein Unki Outstanding Achievements Ke Liye Milega.
Lohia Jo Originally Gwalior Se Hai Aur Wo Currently Indore Mein GST Department Mein Posted Hai. Singh Ne 2007 Mein Swimming Karna Start Kiya Tha, Tab Se Ab Tak Wo 7 National Aur 3 International Para Swimming Championships Mein Participate Kar Chuke Hai Aur Nationals Mein Around 20 Medals Bhi Jeet Chuke Hai Jisme Se 5 Gold Medals Bhi Hai.
Para Swimmer Satyendra Asia Ke First Disabled Person Bane The Jinhone English Channel Crossed Kiya Tha Unke Dono Leg Damaged Ki Condition Mein Bhi. On June 24, 2018, Swimmer Satyendra Lohia Ne London Mein English Channel 12 Hours 26 Minutes Mein Cross Kar Liya Tha. Satyendra Ne Ye Success Apne 3 Friends Ke Sath Achieved Ki Thi. Unke Ye 3 Friends The Remo Shah, Bengal, Chaitan Raut, Maharashtra Aur Jagdish Sandra, Rajasthan. English Channel Cross Karne Wale Asia Ke First Para Swimmer Ka Title Bhi Achieved Kiya Hai Unhone.
English Channel Relay Ko Cross Karne Ke Baad, Unhone Ek Aur Major Achievement Achieve Ki Jab Unhone 2019 Mein USA Ke Catalina Channel Ko Cross Kiya. Unhone Is Channel Ko 11 Hours 34 Minutes Mein Cross Karke Asian Record Bhi Banaya Tha. 2022 Mein, Lohia Ne World Record Bnaya Tha North Channel Mein Cold Water Mein 12 Degrees Ke Temperature Mein 36 Km Swim Kiya Tha 14 Hours 39 Minutes Mein. Unhone Kaha Ki Ye First Team Hai Asia Mein Jisne Cold North Channel Ko Crossed Kiya. Ye Channel, Colder Tha English Channel Se Bhi.
Lohia Ne Country Ke Liye 24 Medals Jeeta Tha Nishad National Para Swimming Championship Mein Participate Karte Huye. Iske Baad Unhe President Ne 2020 Mein Tenzing Norgay Award Se Honored Bhi Kiya Tha.
Satyendra Ke According Wo India Ke First Disabled Player Hai Jinhe Award Diya Gaya Tha. Unhe PM Modi Ne Bhi Honoured Kiya Hai. Madhya Pradesh Ka Vikram Award Jeetne Ke Baad Bhi Unhe He Is The First Disabled Player Of India To Be Awarded. He Was Also Called And Honoured By Prime Minister Narendra Modi. 2014 Mein Madhya Pradesh Ka Vikram Award Jeetne Ke Baad Unhe Government Service Ke Commercial Tax Department Mein Posting Di Gai Thi 2016 Mein.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi