Halaki Swimming Pool Department Of Youth Empowerment And Sports Ne Start Karat Ha. Ye Unhone 2008 Mei Devaraj Urs Layout Jo Ki Devanagere Mei Hai. Isme Unhone 1.6 Crore Se Jyada Spend Kiya Tha,Saari Necessary Facilities Bhi Provide Karai Gait Hi Par Poor Maintenance Ki Wajah Se Ise 2015 Se Band Rakha Gaya Hai. “Pool Ko Is Liye Built Kiya Gaya Tha Ki National Aur International Dono Level Par Acche Swimmers Nikala Jaa Sake, Aur Ye State Ke One Of The Best Pools Mei Se Bhi Tha, Jo Ki Bengaluru Aur Bagalkot Ke Bagal Ke Baad Hi Hai. Isme 10m Diving Board Tha Aur 50m Length Hai Aur 25m Width, Aur Iski Minimum Depth Hai 3ft Aur Maximum Depth Hai 18ft,” Sports Ke Assistant Director B Srinivas Ne Kaha. “Lack Of Functioning Ki Wajah Se, Local Swimmers Jo National Aur International Level Par Compete Kar Rahe The Wo Harihar Ke Swimming Pool Mei Trained Hone Lage, Jo Ki Isse Chhota Hai,” Laxmana Ne Kaha, Jo Ki National Level Swimmer Manikanta L Ke Father Hai.
“Devanagere Mei Kai Saare Talented Swimmers Hai, But Lack Of Swimming Pools Ki Wajah Se, Unhe Necessary Exposure Nhi Mil Paa Raha Hai,” Sundaresh Satyanarayana, Jo Ki 1st Swimming Coach The Devanagere Ke Unhone Kaha.
Pool Ka Renovation Chal Raha Hai Tiles Aur Machinery Ko Replace Karke, Jisme Pump Bhi Include Hai, Jisme 2.5 Crore Se Upar Ka Grant Diya Gaya Hai Devanagere Smart City Project Limited Ke Dwara. “Hum Gym Room Bana Rahe Hai, Balcony, Sheets Bana Rahe Hai Spectators Gallery Ke Liye Iske Saath Hi Solar Roofing Aur Advanced Technology Bhi Hogi. Pool November Ke End Mei Start Ho Sakta Hai,” Smart City Project MD Ravindra Mallapur Ne Kaha.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le