Hello Indian Swimmers Kaise Ho Ap Sab I Hope Sab Achhe He Honge To Doston Aj Ka Article Ek News Pe Based Hai Jo Ki Bhopal Se Hai To Ap Log Is News Ko Pura Jaroor Padhiyega Aur Apna Experience Comment Box Me Jaroor Share Kariyega Aur Jo Log Humari Website Pe First Time Visit Kr Rhe Hai Wo Log Humari Website Swimswam.Com/Hindi Ko Subscribe Kerna Na Bhule Taki Hum Apke Liye Isi Tereh Ke Aur Swimming Related Posts Aur News La Sake. Ye Article Pranjal Pal Ke Dwara Likha Gya Hai.
Bhopal:- Para-Swimmer Satendra Singh Ek Swimming Relay Team Ka Part Ban Kr History Create Karne Ke Liye Ready Hai. First Time India Se 4 Para Swimmers English Channel Ko Cross Karenge. Last Year May Mai, Singh Ne English Channel Ke Challenge Ko Pura Karne Ki Preparation Ke Part Ke Roop Mai 5 Hours And 43 Minutes Mai Arabian Sea Mai 36 Kilometer Tak Swimming Kri Thi.
Interesting Baat Yeh Hai Ki 29 Year Old Satendra Singh India Ke Aise First Person Hai Jinki 75% Body Disable Hone Ke Baad Bhi Unhone Arabian Sea Me 36 Kilometers Ki Swimming Kari. Weh Apne Body Ke Down Parts Bilkul Bhi Use Nhi Kr Sakte Hai Iske Bawjood Singh English Channel Mai 33.3 Kilometer Dover Strait Me Swimming Kerne Ke Liye Ekdm Ready Hai.
Satendra Singh 26 May Ko England Ke Liye Rwana Honge Aur Pehle British Para International Swimming Meeting Mai Participate Karenge Jo Sheffield U.K Mai Hoga Compaction 31st May Se 3 June Tak Hoga. Iske Baad Styendra Singh Ke Sath 3 Para Swimmers 21st June Se English Channel Mai Relay Ki Practice Karenge Other Three Swimmers Mai Rimo Saha (Kolkata), Jagdish Chandra (Rajasthan) Aur Giridhar Raut (Amravati) Hai, Satendra Singh Wha Se English Channel Cross Karne Ka Try Karenge.
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega