Martina Carraro ki pahle ki speed ne women’s 100 breast mei paid off kiya. Carraro ne April mei 1:05.86 ki timing ke saath Italian Record set kiya tha.
Sophie Hansson ne Swedish Record ko shatter karte huye 1:05.69 ki timing ke saath second semi-final jeeta. Aur iske saath hi unhone last month Swim Open Stockholm mei banaye gaye apne previous record (1:06.17) ko bhi break kiya. Hansson ab world rankings mei #2 par pahoch gaye hai.
Molly Renshaw (1:06.21) ki timing ke saath British Record reset kiya, Iske saath hi unhone 2016 mei banaye gaye Siobhan-Marie O’Connor ke previous record 1:06.34 ko bhi break kiya.
Arianna Castiglioni (1:06.24), Yuliya Efimova (1:06.24) aur Mona McSharry (1:06.42) bhi firmly entrenched hai mix medals ke liye.
Back in seventh, Eneli jefimova ne 1:06.47 ki timing ke saath Estonian Record bhi break kiya, aur apna previous mark 1:06.82 ka bhi jo unhone April mei Swim Open Stockholm mei set kiya tha.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.