Aksar Beginner Swimmers Ka Ye Question Hota Hai Ki Workout To Pura Krte Hai Or Mehnat Bhi Puri Karte Hai Lekin Unki Speed Me Jyada Fark Nhi Aa Rha Hai. To Aaj Ke Article Me Ham Usi Chiz Ko Clear Karne Ki Kosis Karenge Aur Try Krenge Ki Aapko Kuch Aise Chiz Btyai Jaye Jo Speed Ko Increase Karne Me Help Kre.
Aaj Ham Apke Sath Video Share Krenge Jisme Maine Khud Kuch Aisi Tips Di Hai Jo Apki Swimming Ko Improve Krne Me Help Kregi. Video Me Maine Jo-Jo Chiz Cover Ki Hai Wo Hai :
- Streamline Position
- Correct Head Position
- Correct Pull Technique
- Kick And Head Relation
Apse Bas Itna Demand Hai Ki Aap Isme Jyada Se Jyada Log Ko Add Kre Taki Ham Beginners And Competitive Swimming Se Related Sari Pro-Tips Apke Sath Share Kare Sake And Aapki Speed Improve Ho Sake.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi