Apne Entire Body Aur Cardiovascular System Par Work Karne Ke Liye Swimming Ek Excellent Way Hai. 1 Hour Ki Swimming Se Same Duration Ki Running Karne Se Jyada Calories Burn Hoti Hai, Wo Bhi Aapke Bones Aur Joints Par Bina Impact Kiye Huye.
Niche Kuch Benefits Bataye Gaye Hai Jo Aapko Regularly Swimming Learn Ki Wajah Se Milte Hai.
01:- Whole Body Par Work Karta Hai:
Swimming Ka Biggest Benefit Yahi Hai Ki Ye Aapke Entire Body Par Work Karta Hai, Head Se Lekar Toe Tak.
- Body Ko Bina Stress Karte Huye Heart Ko Majbut Bnane Me Help Karti Hai.
- Muscles Tone Hoti Hai.
- Strength Build Hoti Hai.
- Endurance Build Hoti Hai.
Kai Saare Strokes Hai Jinhe Aap Apne Swimming Workout Mei Variety Add Karne Ke Liye Use Kar Sakte Hai Jisme Included Hai.
- Breaststroke
- Backstroke
- Butterfly
- Freestyle
02:- Body Ko Internally Bhi Majbuut Bnata Hai:
Swimming Se Jaha Aapki Muscles Ko Accha Workout Milta Hi Hai, Wahi Aapke Cardiovascular System Ko Bhi Accha Workout Milta Hai. Swimming Aapke Heart Aur Lungs Ko Strong Banata Hai. Swimming Par Hui Kai Research Ye Bhi Batati Hai Ki Ye Aapke Death Ke Risk Ko Bhi Low Kar Deta Hai. Inactive People Ke Compare Mei Swimmers Ko Death Ka Risk Half Hi Rahta Hai. Kai Saari Studies Ye Bhi Show Karti Hai Ki Swimming Blood Pressure Low Karne Mei Aur Blood Sugar Control Karne Mei Bahot Help Karti Hai.
03:- Mind Boost Karti Hai:-
Researchers, Ne Dementia Wale Small Group Of People Par Research Ki. Unhone 12-Week Aquatic Program Mei Participate Karne Ke Baad Mood Mei Improvement Dikhi. Swimming Ki Wajah Se Jin Logo Ko Dementia Hua Tha Unke Sirf Psychologically Benefit Nhi Hua Tha . Iski Wajah Se Un Logo Ke Mood Mei Bhi Boost Hota Hua Dikhta Hai.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.