HindustanTimes Ki Report Jisme Btaya Gaya Hai Ki Lokmanya Tilak Swimming Tank Ko Inaugurate Ho Kar 100 Saal Ho Gaye Hai. Iska Inauguration April 30, 1922 Ko Hua Tha.
Is Centenary Year Mei, Punekars Ne Recall Kiya Kuch Purani Memories Ko Yaad Kiya Jisne Kai Swimmers Ko Train Kiya Hai.
Tilak Tank Ne Host Kiya Hai Crowd-Puller Water Polo Matches Ko Jo Ki Itne Popular The Ki City Ke Colleges Ke Bahar Advertised Kiye Jaate The.
Unke Sapno Ki Meeting Hui Thi Deccan Gymkhana Mei Tilak Tank Ke Members Aur Sir Dorabjee Tata Ke Saath Jo Indian Athletes Ko 1920 Antwerp Olympics Mei Bhejna Chahte The.
Leased Land Ki Help Se Jo Ki Shirole Patil Ko Belong Karti Thi, Usme Ek Colony Built Ki Gai Thi Taaki Ek Olympic Size Pool Ka Construction Kiya Jaa Sake.
Mine Mei Natural Water Tha Gudi Padva Ke Din Aur Tab Date Thi April 30, 1922, Ise Inaugurate Kiya Gaya Tha NC Kelkar Ke Dwara, Jo Us Time Poona Municipality Ke President The.
“Initially Water Green Colour Ka Tha Aur Log Deep End Mei Jaane Mei Darrte The, But Ek Olympic Size Pool Ka Attraction Itna Tha Ki Parents Khud Aate The Apne Bachcho Ko Swimming Karte Huye Dekhne Ke Liye,” Kalpana Agashe Ne Kaha.
Kalpana 4 Saal Kit Hi Jab Unke Papa Aur Bhai Ne Unhe Swimming Karna Sikhaya Tha. Aage Chalkar Wo National Swimming Champion Bani Aur Ab Wo Vimlabai Garware School Ki Coach Bani Aur Ab Unke Khud Ke Students Bhi Hai Ab.
Logo Ko Tank Ki Taraf Sabse Jyada Water Polo Matches Hi Attract Karte The.
‘Mai Water Polo Ka Part Thi Aur Mujhe Yaad Hai Ki College Ke Bahar Posters Lagaye Jaate The In Matches Ko Advertise Karne Ke Liye Aur Uske Baad Tilak Tank Chharo Taraf Se Audience Se Ghir Jaata Tha, Aur Sab Log Chillate The, ‘Shoot The Ball’, Golwalkar Ne Recall Kiya.
Currently Tilak Tank Pahle Wale Version Ka Upgraded Version Ho Gaya Hai Jisme 50m Olympic Sized Pool Ke Saath Saath 8 Lane Hai Jiski Fees Sirf 2 Rupees Hai.
Ab Tank Ke 1500 Permanent Members Bhi Hai Aur Summer Mei Population Badhne Ke Karan Around 60 To 70 Lakh Ka Revenue Aa Jaata Hai.
Latest Up-gradations:
Pool Ko Upgraded Kiya Gaya Hai Aur Variety Of Sizes Offer Ki Gai Hai, Olympic Size Pool 50 Metre Ka Eight Lane Ka, Ek Mini Short Course, Ek Newly Built 25 Metre Pool Eight Lane Ke Saath, Ek Baby Pool 25 Metre Ka Four Lane Ke Saath Ek Special Walking Pool Hai 20 Metre Ka Aqua Therapy Ki .
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.