Swimming Federation Of India Ne Sunday Ko Back-To-Back Webinars Conduct Kiya Jiska Main Focus Tha Winning Mindset Develop Karne Mei Aur Specifically Swimmers Aur Parents Ko Target Karte Huye. Second Webinar Indian Coaches Ke Liye Tha Jisme Training Ko Efficiently Aur Effectively Resume Karne Ki Strategies Aur Techniques Par Emphasized Kiya Gaya.
Ministry Of Home Affairs Ne Competitive Training Permit Kar Di Hai Jo Ki 15th October Se Start Ho Chuki Hai Aur Un Selected States Ke Swimmers Jaha Par Activities Resumed Ki Jaa Chuki Hai Waha Par Slowly Aur Steadily Swimmers Sport Mei Wapas Aa Rahe Hai.Ye Webinar Wayne Goldsmith Ne Conduct Kiya Tha Jo Ki Moregold Sports Ke Managing Director Hai.
Wo Globally One Of The Most Sought-After Speakers Mei Se Ek Hai,Development Of Swimming, Coaches’ Ki Education Jisme Transform Karna Sikhaya Jaata Hai Ki Coaching Ko Young Athlete Ki Success Mei Kaise Deliver Kiya Jaa Sakta Hai. First Session Mei Competitive Swimming Aur Education Mei Balance Banana Ke Important Aspects Ko Bhi Cover Kiya Gaya.
Isme Har Session Mei Mental Training Ki Importance, Parents Ka Swimming Mei Role, Parents Apne Child Ko Unka Potential Realize Karane Mei Kaise Help Kar Sakte Hai, Aur Kis Tarah Child Ki Success Mei Parenting Help Karti Hai Sport Mei, School Aur Life In Sab Ke Baare Mei Baat Ki Gai.
“Meri Mother Ne Entire Webinar Folloe Kiya Aur Mai Q&A Part Ke Liye Bahot Excited Tha Kyu Ki Waha Par Study Ko Balance Karne Se Lekar Mental Training Tak Kuch Acche Aur Interesting Questions Puche Gaye,” Indian Swimmer Srihari Nataraj Ne Kaha Jinhone Tokyo Olympics Ke Liye Successfully B Qualifying Time Clock Kiya Hai.
Initiative Ke Baare Mei Batate Huye, Swimming Federation Of India Ke Secretary General Monal Choksi Ne Kaha, “Parents Aur Coaches Hi Swimmers Ki Development Ke Liye Key Hai Unke Elite Level Participation Ki Journey Ki Taraf.”
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.