Ham Weekly Kafi Sare Swimmers Se Deal Karte Hai Jisme Har Level Ke Swimmers Hote Hai, Or Jo Major Problem Hamne Swimmers Me Dekhi Wo Tha Jab Wo Freestyle Karte Hai To Unke Legs Ek Proper Way Se Nahi Chlte. Or Swimmers Ke Beech Ek Sabse Khrab Adat Ye Hai Ki Wo 80-90% Arms Par Depend Rhte Hai Or Leg Par Kam Attention Dete Hai Jo Ki Galt Hai. Leg Freestyle Me Ek Important Component Hai Or Jitna Arms Important Hai Utna Hi Leg Agar Dono Par Swimmers Equally Work Kre To Jahir Taur Par Wo Kafi Hadd Tak Apni Freestyle Swimming Ki Speed Increase Kar Skta Hai.
Iss Week Hamne Tay Kiya Hai Ki Unn Sare Swimmers Ke Liye Ham Ek Drill Leke Ayenge Jo Unko Teach Krega Ki Kaise Wo Apne Leg Par Bhi Focus Bnaye Rakh Skte Hai Jab Wo Swimming Karte Hai. Drill Ki Agar Baat Kre To Kafi Simple Or Easy Drill Hai Or Swimmers Ko Krne Me Bhi Koi Dikkat Nahi Hogi, Means Swimmer Normal Freestyle Swimming Krenge But Arms Or Legs Ke Beech Balance Me Thoda Difference Hoga. Jisse Swimmer Arms Or Legs Ke Beech Ke Balance Ko Smjh Skenge. Swimmers Ye Dekhnege Ki Wo Kick Par Phle Se Jyada Engage Ho Rhe Hai.
To Chaliye Ab Iss Week Ki Drill Ko Bhi Dekh Lete Hai Or Niche Comment Me Aap Btaye Ki Apko Next Topic Kon Sa Chahiye?
Join Us:-
- Google Plus:- SwimSwam Hindi
- Twitter:- SwimSwam Hindi
- Facebook:- SwimSwam Hindi
- Pintrest:- SwimSwam Hindi
- Flipboard:- SwimSwam Hindi
- SwimSwam Hindi Whatsapp :- +91 81879 96947 Or SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega
Bonus Video
LEARNING THE PERFECT FLIP TURN