Indian Para-Swimming Team Portugal Ke Fly Krne Wali Hai Next Week Mei World Para-Swimming Championships Ke Liye, Halaki, 9 Mei 6 Member Contingent Abhi Bhi Wait Kar Rhe Hai Apne Visas Ke Liye.Is Event Ka 10th Edition 12 June Se Madeira Mei Start Hoga.
Six Members Ka Participation Abhi Bhi Danger Mei Hi Dikh Raha Hai Q Ki Unhe Visa Hi Nhi Mila Hai. Visa Sirf 3 Participants Ko Hi Mil Paaya Hai. Swimmers Ke Paas PCI (Paralympic Committee Of India) Ke Letters Hai Aur Invitation Bhi Confirm Hai Portuguese Para Swimming Organization Ki Taraf Se.
In Nine Member Contingent Mei Include Hai, Suyash Narayan Jadhav, Niranjan Mukundan, Mohammad Shams Alam Shaikh, Herojit Singh Rajkumar, Devanshi Satija, Shridhar Nagappa Malagi, Narayan Shankar Jadhav, Kamala Devi Takhenchangbam & Dr. Virendra Kumar Dabas.
Team Members Dare Huye Hai Ki Shayad Wo Event Mei Participate Krne Ki Opportunity Na Miss Kar De Jiske Liye Unhone Itni Mehnat Ki Hai.
Dr. Dabas Jo Ki Coach Hai Para-Swimming Team Ke, Unhone Is Matter Par Baat Ki Hai Aur Concerned Parties Se Request Kiya Hai Assistance Ke Liye Q Ki Team Ne Is Mega Event Ke Liye Bahot Mehnat Ki Hai.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi