State Ke Paas Water Sports Training Base Hoga Aur Ye Base Rushikonda Beach Ke Near Hoga Taaki Staff Ko Trained Kiya Jaa Sake Tourists Ko Beaches Par Handle Karne Ke Liye. Is Base Ko Water Sports Aspirants Ko Train Karne Ke Liye Use Kiya Jayega. The Sports Authority Of Andhra Pradesh (SAAP) Ek Mou Sign Karegi Livein Adventures Ke Saath, Ye Ek City Based Firm Hai Jo Ki Water Sports Activities Conduct Karti Hai. Andhra Pradesh Ke Paas Limited Number Of Trained People Hi Hai Basic Water Activities Mei Aur Waters Mei Fase Huye Logo Ko Rescue Karne Ke Liye. Currently, Jo Staff Water Sports Activities Aur Other Water Bodies Ko Handle Kar Rahe Hai Beaches Par Unhe National Institute Of Water Sports,Goa Trained Karta Hai.
On An Average, Andhra Pradesh Mei 1500 Log Paani Mei Dub Jaate Hai. Unme Se Jyadatar Youngsters Hi Hote Hai. Unsafe Beaches Aur Swimming Ka Naa Aana In Drowning Cases Mei Increase Hone Ke Leading Factors Hai. Halaki, Abhi Tak Authorities Ne Drowning Deaths Ko Rokne Ke Liye Koi Bhi Concrete Steps Nhi Uthaye Hai.
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi