Vyom Pawa, Jo Ki Para Swimmer Hai Sub-Junior Group (14) Ke, Unhone 21st National Para Swimming Champuonship,2022 Mei Three Gold Medals Jeeta Aur Uske Sath Hi Best Swimmer Ka Award Bhi Apne Naam Kiya.
Vyom Ek Para Swimmer Hai Jo Ki Ek Cerebral Palsy Child Hai, Ye Ek Aisi Physical Condition Hai Jisme Body Ki Muscles Spastic Bann Jaati Hai Aur Move Krne Mei Bahot Difficulties Ka Saamna Bhi Krna Pdta Hai.
Gujarat Ke Para Sports Association Ne 23 Para Swimmers Ko National Championship Ke Liye Select Kiya Hai, Chairman Kantibhai Parmar, Aur Team Manager Mukesh Patel, Aur Head Coach Babubhai Kankrecha Ke Guidance Ke Under Me.
Is Competition Ko Paralympic Committee Of India Ne Conduct Kiya Tha Narayan Seva Samithi Ke Sath Collaboraton Mei 23-27 March Tak Udaipur Me. Is Competition Mei 400 Paraswimmers Ne India Ke 23 States Se Performed Kiya Tha.
Vyom Ne S4 Category Sub-Junior Group Mei 50m Freestyle, 100m Freestyle, Aur 50m Backstroke Mei Participate Kiya Tha Aur Unhone In Teeno Events Mei Gold Medal Bhi Jeeta Gujarat Ke Liye.
Vyom Ke Determination Aur Hard Work Ne Bina Kisi Professional Triner Ke Bhi Unhe Success Dilaya.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi